“Gyanyog” by Swami Vivekanand ek aadhyatmik marg hai jismein aatma vikas ko kendrit kiya gaya hai. Iss series ke through aap samjhenge apne asli swaroop aur akrenge ekta ka anubhav.Toh der kis baat ki abhi shuru kariye sunana Gyanyog only on “Audio Pitara”. #audiopitara #sunnazaroorihai #spirituality #growth #knowledge #human #growth #gyanyog #divine #book #audiobook #religion #hinduism
…
continue reading
1
EP 16 - Manushya Ka Satya Aur Aabhasamy Swaroop
1:07:41
1:07:41
बाद में चलाएं
बाद में चलाएं
सूचियाँ
पसंद
पसंद
1:07:41
Iss episode mein hum janenge ki aakhir kyun manushya humesha aage aur door ki sochta hai?Aatma swargyaapi kyun nahi mani jati hain? Maushya ko kab aur kaise mrityu se mukti mil sakti hai? Janiye inn sare sawalon ka jawab episode ke end main sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube …
…
continue reading
1
EP 15 - Aatma Uske Bhandhan Tatha Mukti
26:17
26:17
बाद में चलाएं
बाद में चलाएं
सूचियाँ
पसंद
पसंद
26:17
Iss episode mein hum janenge “Bhram” ke bare main aur samjhenge “Param Tatva” ka arth. Aakhir maya kise kehte hain aur hum kaise pehchan sakte hain apni asli swaroop ko? Aakhir kin 3 tatvo se bana hai humara deh? Janein inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and You…
…
continue reading
Iss episode mein hum janenge ki aakhir aatma ka asli arth kya hai aur kyun kaha jata hai aatma ko amar? Kya hai aatma ke amarta ke piche ka rahasya? Kyun aatama travel karti hai ek shareer se dusre shareer main? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instag…
…
continue reading
Iss episode mein hum samjhenge ki aakhir amratva ka mahatva kya hai, aur kram vikas kise kehte hain? Kyun hota hai humein kram sankonch? Jagat mein ek matra “Satta” kise bataya gaya hai? Janiye inn sare sawalon ka jawab iss episode ko end main, sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouT…
…
continue reading
Iss episode mein hum samjhenge ki aakhir kya raaz chipa hai prakriti ki sundarta main? Maushya ka man kyun sthir nahi ho pata hai? aatma ko kahan se aalok ki prapti hoti hai? Kyun bataya hai manushya ko bahut hi tuchha? Janane ke liye sunein iss episode ki end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us o…
…
continue reading
Iss episode mein hum janenge ki aakhir kyun kaha gaya hai iss jagat ko bahut hi sundar aur bahut hi komalta se bhara hua? Kya hai humare jagat ka prachin? Kya fark hai jagat aur brahmand main? Janane ke liye sunien iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @au…
…
continue reading
Yahan hum samjhenge ki aatma ka swabhav kaisa hota hai? Kyun avashyak hoti hai aatma ke liye mukti? Akhir kyun kaha gaya hai aatma ko amar? Jane aatma ke amar hone ke piche ka rahasya sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team Learn more abou…
…
continue reading
Iss episode mein hum janenge ki aakhir vedon mai jagat ka tatva kya hai? Kyun bola gaya hai jagat ko vedon par nirdharit? Kya matlab hai vedon ka humare prachhenta main aur humare jeevan main. Janein inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. C…
…
continue reading
Iss episode mein hum janenge ki aakhir jagat ki shrishti kahan se hui? Kyun bola gaya hai ki dharm baaton ka vishay nahi hona chaiye? Kya bataya gaya hai dharm ka asli matlab? Ved dwara jagat ka nirmaan kaise hua? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Inst…
…
continue reading
1
EP 07 - Sabhi Vastuon Main Bharamdarshan
36:23
36:23
बाद में चलाएं
बाद में चलाएं
सूचियाँ
पसंद
पसंद
36:23
Iss episode mein hum janenge ki aakhir kyun aanadikaal se chali aa rahi hai dukh ki maujodgi humare jeevan main? Sabhi dharmo ka kya kehna hai iss dukh ke bare main, aur kya rasta bataya gaya hai iss dukh ko tyag karne ka? Kyun kaha gaya hai bhautik jeevan ko bematlab? Janein inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our sh…
…
continue reading
Iss episode mein hum samjhenge ki aakhir jagat ke liye bhram kya hai? Aur kiska udhhar ho pata hai iss jagat main? Humare liye kartvya bada hona chaiye ya hamara adarsh? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara T…
…
continue reading
Iss episode mein hum janenge ki aakhir kya fark hai “Maya” aur “Mukti” hai beech, aur dono ke beech ka sambandh kya hai. Kya kaha gaya hai Swami Vivekanand ke dwara mukti ke bare main? Aakhir kya arth hai mukti ka humare jeevan main? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com a…
…
continue reading
Iss episode mein hum samjhenge Maya aur Ishwar ke beech ka sambanndh, aur janenge ki aakhir logon main devtaon ka gyan kese aaye? Manushya ka kyun kabhi poorn roop se vikas nahi ho sakta hai? Kya kehna hai Swami Vivekanand ka ishwar aur maya ke bare main? Kise kehte hai vedant darshan? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara…
…
continue reading
Yahan hum sunenge “Maya” aur “Bharam” ka arth, aakhir kise kehte hai maya aur kise kaha jata hai bhram? Kya kaha gaya hai maya ke bare main bhagwan “Shankaracharya” ji ke dwara? Maya shabd ka kis roop main upyog kiya gaya hai purane yug mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopit…
…
continue reading
1
EP 02 - Manushy Ka Yatharth Swaroop
56:26
56:26
बाद में चलाएं
बाद में चलाएं
सूचियाँ
पसंद
पसंद
56:26
Iss episode mein hum samjhenge ki aakhir kya hai mrityu ka rahasya? Mrityu ko kiska parinaam bola jata hai? Kya hota hai humari aatma ka mrityu ke baad? Aur kyun kaha jata hai aatm tyaag ko naitikta ka kendra? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagra…
…
continue reading
Iss episode mein hum janenge “Dharm” ki aavashyakta ke bare main, aur samjhenge iske mahatva ko. Aakhir kitna pracheen hai humara dharm? Dharmik adarsh kya hota hai aur kise mana jata hai dharmik adarsh? Janein inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @aud…
…
continue reading