Hi Ho सार्वजनिक
[search 0]
अधिक
Download the App!
show episodes
 
Crime ke peechey ki woh kahaniya, jinke baarey mein sirf usey pata hai, jiske baare mein kisi ko kuchh nahi pata hai- Mr. X. Har haftey, ek naya crime, aur ek nayi kahani..Mr X ke saath. Raaz khulenge, beparda hoga har jurm, aur samne aayegi haqeeqat. Crime ki har mystery solve ho jaayegi, par Mr X ki mystery? Woh toh aap sunkar hi solve kar paayenge. Listen to Mr. X - Crime ki asli Kahaniyan, every Tuesday. From the house of MnM Talkies.
  continue reading
 
Artwork

1
Complete Panchatantra : Pehla Tantra (Mitrabhed)

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Prastut karte hain “Sampoorna Panchtantra” jo ki likhi gayi hai bahut hi mashoor lekhak “Vishnu Sharma” ke dwara, aur jismein aawaz diya hai “Rhicha Vyas” ne. Toh taiyaar ho jaiye ek jadui yatra ke liye jahan hain bahut sari interesting kahaniyan, aur sath hi sath gyan aur manoranjan bhi. Toh der kis baat ki,abhi shuru kariye sunana “Sampoorn Panchatantra” sirf “Audio Pitara” par sunana zaroori hai. #audiopitara #sunnazaroorihai #panchatantra #stories #magical #characters #knowledge #enterta ...
  continue reading
 
Artwork

1
Chedilal Ke Kisse (Smart Savings) Comedy Stories of India

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Swagat hai aapka humare finance investment show “Chedilal Ghar Jode” mein. Yeh show mein Retire Chedilal apne aas paas ke logo ko unsuni investment scheme batate hain, jisse log usse apply karke apna nuksaan bachate hai. Kuch aisi aisi scheme iss show mein batayi gayi hai jisse aap sabhi sunkar shock ho jayenge aur apni investment planning ke bare mein zaroor sochenge, toh der kis baat ki dosto abhi jakar suniye “Chedilal Ghar Jode” jiske writer hai Sachin Kumar Srivastava. Iss show ko apne ...
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Kisi apne se bhale hi kitna bada gunah kyu na ho jaye, rehta to woh apna hi hai... Kaale sach aur dabe huye raaz mein chhupi hai ek kahaani... Suniye, Mr. X ki zubaani! Mr. X is back again! In a new avatar, bringing you back the thrills and goosebumps you were rooting for!
  continue reading
 
Ek rishte mein laparwahi.. Aur na jaane kitne logon ne jaan gawai.. Laut aaya hai koi.. Jo saath le aaya hai wo saari yaadein.. Par kaun hai wo jisne di hai Mr. X ki zindagi mein phir se dastak?Koi apna ya bura sapna? Bichhda sathi ya koi rishtedaar? Kaun hai iss haadse ke peeche ka asli Gunehgaar?Laaparwahi se janmi jurm ki ye kahani, suniye Mr. X…
  continue reading
 
Ek hotel room mein senior attorney ki lash.. Murder ya Suicide? Iska karna hai parda faash!Personal aur professional life ki uljhan se janmi yeh crime ki kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 19-: Do Not Disturbद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Ek katl, ek chori, aur ek shaatir dimaag ki kamzori..Junoon aur zid mein insaan kya kya nahi kar deta.. Rishton ki khichti hui dor se panapti yeh crime ki kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 17: Shaatirद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Waqt ke sath, hum zindagi mein aage badh jaate hain aur peeche reh jata hai to bas hamara ateet, lekin yaad rahe ateet kabhi peechha nahi chorhta..Ateet ke panno se nikli ek aur jurm ki kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 16- Ateetद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Mazaak-mazaak mein kayi baar insaan kuch hadein paar kar jaata hai. Aur jab woh mazaak paani ki tarah sar ke upar chala jaaye toh usi mein kab doob jaata hai, pata bhi nahi chalta.. Reh jaata hai toh bas afsos! Jurm aur afsoos ki yeh kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 14- Mazaak…
  continue reading
 
Duniya ko Darinda batane wale, kab khud 'Darindey' bann jaate hai pata bhi nahi chalta. Humare bich rehte hain, aur hum unhe pehchaan bhi nahi paate..Khaufnaak jurm ki yeh kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 13- Darindeyद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Apne pyar ke liye hum jaan tak dene ke liye tayyar ho jaate haiLekin agar wahi pyar aankhon mein khatakne lage toh, uski jaan le bhi sakte hain?Aise hi ek pyar wali ye jurm ki kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 12- Haadsaद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Insaan humesha zindagi mein, upar badhna chahta hai,Lekin 'Oonchayi' se girne ka khatra bhi uske badhta chala jaata hai.Jo ek baar gire, game over!High rise tower se janmi ye jurm ki kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 11- Oonchayiद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Kehte hain ki tasviren khud bakhud apni kahani bayaan kar deti hain.. Lekin agar wahi tasviren ek nayi kahani ki wajah bann jaaye toh?Tasveeron se bani ye jurm ki kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 10- Clickedद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Kaisi hoti hai na wo bechaini, wo ghabraahat, jab hum kuch dhund rahe ho aur wo humein nahi milti? Khaas kar ke tab, jab humein uss cheez ki talab si ho rahi ho?Bikhre hue ghar mein ek khoyi hui ‘cheez’ ki ye kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 08: Talashद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Sach chaahe kitna bhi kadwa kyun na ho, lekin bhram mein jeene se hi behtar hi hota hai. Kyuki bhram mein pada insaan kab kisey apni asliyat samjhne lage, kya pata?Uljhe hue rishte ki ye kahani, suniye Mr. X ki zubani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 06- Bharamद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Ghut ghut ke jeena jitna takleef deta hai, sochiye ghut ghut ke marna kitna dardnaak hota hoga? Khas kar ke ek claustrophobic ke liye..Accident ya ek plan kia hua murder, uske peeche ki asli kahani suniye Mr. X ki zubaani.Mr. X, Crime Ki Asli KahaniyanEpisode 05- Ghutanद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Gusse ki aag mein, ghaav par kia paar. Iss aag ne bujha di kisi ki zindagi ki kitaab! Bhopal ke ek mashhoor aur ubharte hue boxer ka hua katl. Kyu, kya aur kaise hua ye murder, iski asli kahani, suniye Mr. X ki zubaani. Mr. X, Crime Ki Asli Kahaniyanद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Dushmani mein qatl ho jaana toh hai aam baat, lekin kisi kareebi se aaya hua waar, aise ghav deta hai jo maut ke baad bhi dard deta hai! Kis par uthaya jaye sawaal? Ek aise crime ki gutthi jo sulajhte sulajhte ulajhti rahi. Lekin aisi gutthiyon ko suljahana ek shaqs ke baaye haath ka khel hai.. Mr X! Suniye Mr X ka naya episode “Rishton Ka Khoon”…
  continue reading
 
Aksar khudkhushi, khushi se nahi ki jaati Agar uske peeche kisi aur ka haath ho toh? Toh kya ye ek suicide hai ya kisi ka kia hua jurm? Ek purana case, jahan ek medical student ne ki thi aatma-hatya. Uske peeche ki asli kahani, suniye Mr. X ki zubani Mr. X ka dusra episode “Khudkhushi”द्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Ek bachhe ka gum ho jaana aur usi waqt baap ka katl ho jaana, Kya ye ittefaq hai ya sochi samjhi saazish? Chaahe newspapers aur reporters iski koi bhi Kahani sunaayein, uske peeche ke asli kahani suniye Mr. X ki zubaani. Mr. X ka pehle episode “Chakrawaat”!द्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Har haftey ek naya jurm, aur jurm ki ek nayi kahani Ek aisa shaqs, jisey har jurm ki kahani pata hai, lekin uske peeche ki kahani koi nahi jaanta- Mr. X! Har crime ka raaz khulega aur hoga jurm ka pardafaash only with Mr. X, a true crime detective fiction. Every Tuesday, in your nearest headphones, Mr. X, Crime Ki Asli Kahaniyan, an MnM Original…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek ‘moorkh bandar’ aur ek ‘Raja’ je bare mein, jahan hum janenege ki Raja ka weh bandar bahut priya tha. Aakhir kis tarah galati se hui raja ki maut? Aur kyun kaha gaya hai humein moorkh naukar na rakhne ko? Aur kya hua fir uss bandar ke sath?Janane ke liye sunein is episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our sho…
  continue reading
 
Yahan hum janenge "Jeerdhan" naam ke baniya ke bare mein, aakhir kyun weh jana chahta tha apne desh ko chor kar dusre desh? Kyun ho gaya tha weh gareeb? Aur kisliye girvi rakha usne apna tarazu seth ke ghar? Aur seth ne kyun mana kiya tarzu dene se? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at a…
  continue reading
 
Yeh kahani hai kuch bagule aur saanp ke bare mein, Jahan hum janenge ki weh saanp bagule ke sare bache ko kha jata tha. Aakhir kyun nash karna chahta tha bagula? Aur kyun kekra ne diya galat salah bagule ko? Kyun bataya nevle ke dwara saanp ka baat? Aur aakhir kis prakar mara gaya bagula? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf ‘Audio Pit…
  continue reading
 
Yeh kahnai hai do mitra ke bare mein, jahan hum janenge ke ek mitra khud ko murk jaankar apne dost ka fayda uthana chata tha. Aakhir kyun ek mitra ne chaha apne hi mitra ko thagna? Kyun murkh mitra ne kaha duniya ghumne chalne buddhimaan mitra ko? Aur kya hua tha un dono ke jeevan mein?Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge Gauraiya ke parivaar ki bare mein, aakhir kaun tha weh bandar jo aaaya tha achank se gauraiya ke ghar? Kyun bola gauraiya ne bandar ko murkh? Kyun marna chaha bandra ne us gauraiya ko? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us…
  continue reading
 
Yeh kahani hai kuch bandaron ke bare mein, jo ki bahut muskhli se apna jeevan yapan kar rahe the. Kyun ek pakshi ne kaha bandaron ko murkh? Aur kya jawab diya budha bandar ne uss pakshi ko? Janien aakhir kya hua bandaron ke sath episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and …
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Vajradrashtra’ naam ke singh aur ‘Chaturak’ naam ke siyar ke bare mein, aakhir kyun maar dala ek oontni ko singh ne? Aur kyun oontni ke bacche ko wo le aaya jungle mein? Aur kyun naam diya Shanku singhe ne oontki ne bachhe ka? Aakhir Kyun Chaturak ne marna chaha Shanku ko? Janien inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “A…
  continue reading
 
Iss episode mein hum ‘Ajnegew’ naam ke gauriya ke bare mein, jinki kuch hi dino pehle santan ne janm liya tha. Aakhir kyun phor dala chatki ke sare ande ko weh matwala hati? Kyun badla lena chahti thi Chataki? Kyun usne chaha hathni marna? Janane ke liye sunein is episode ke end tak sif “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.c…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge teen machliyon ke bare mein, jahan hum sunenge ki kuch machure karna chah rhe the unka haran. Kyun dar gayi thi talab ki sari machali? Kyun dusre talab mein bhag jana chahti thi weh teen machliyan? Kya weh sab bach gayi ya mari gayi Machuare ke dwara? Janane ke liye sunein iss episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Kambugreev’ naam ke kachua ke bare mein, jahan do hans bhai the unke dost. Aakhir kya hua jab talab ka jal sukhne laga? Aur kya salaah diya Kabugreev ne un dono hans bhai ko? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTu…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Tithari’ pati patni ke bare mein, jahan hum sunenge Tithari kyun janm nahi dena chahti thi apne bachhe ko samundra ke pass? Aakhir kyun uske pati ne nahi maani uski baat? Kya weh bachha janm le paya sahi tareeke se ya hui thi mushkilein uske janm ke wqkt? Aakhir kese hua Tithari ke ahankaar ka aant? Janane ke liye sune…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Madotkat’ naam ke singh ke bare mein, aakhir kyun weh pata lagana chahta tha oont ke bare mein? Kyun use bola gaya oont ko maar dalne ke liye? Kya weh oont mara gaya ya weh bach gaya? Janein inn sare sawalo ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram a…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Chadrav’ naam ke siyar ke bare mein. Jahan hum sunenge ki uske piche gaon ke kutte par gaye the. Aakhir kyun unn kutton ne samjha uss siyar ko gidar? Kyun jangal ke jeev dar rahe the ‘Vhandrav’ se? Kyun bola uss siyar ne khud ko raja aur kaha jhuth sare jungle wale se? Kya uski chori pakri gayi ya wo ban gaya raja pure…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek raja ke bare mein, jahan hum janenge ek joo ke bare mein jo unka khoon peekar jevan yapan karti thi. ‘Agnimukh’ naam ka khatmal aaya aur unse sawal kiya uske jevan ke bare mein. Aakhir kyun manga usne joo se raja ka khoon peene ka sehmati? Aur kya jawab diya joo ne khatmal ke iss agrah ka? Janane ke liye suniye iss e…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Bhasurak’ naam ke singh ke bare mein, jahan hum sunenge uske raja hone ki wajah se jungle ke sabhi janvar ko pareshna karne wale swahav ke bare main. Aakhir kaun tha weh janvar jisne bachaya baki janwar ki jaan jane se? Aur kis taraj se hui Bhasurak ki maut? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek budhe mendhak ke bare mein, jahan weh bahut asamrth ho jata hai apne liye bhojan dhoondne mein. Aakhir kyun liya tha usne vrat khud ke mrityu ka? Aur kyun kenkre ne maangi unse madad? Aisa kya kaha tha uss mendhak ne jo ki talab ke sabhi jeev dar gaye the? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek kaowa aur uski patni ke bare mein, jahan hum janenge ki aakhir kisse the weh dono pareshan? Aakhir kaun kha jata tha unke bachhe? Aur kya salah di siyaar ne undono ko?Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitar…
  continue reading
 
Iss episode mein hum sunenge do doston ki kahani, jinmein se ek Julaha hota hai aur ek Barahi. Aur Julaha ko ho jaata hai pyar waha ke Rajkumari se? Kya use Rajkumari mil pati hai? Aur kyun Rajkumari ke pita ko hua ghamand apni beti par? Aur kyun weh Julaha jese sadharan se vyakti ko maan baithe bhagwan ka roop? Janein inn sare sawalon ka jawab epi…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek "Devsharma" naam ke sanyasi ke bare mein, jahan hum janenge unka dhan ko lekar lobh hone ke piche ke raaz. Aakhir kyun unka shishya unke padhan ko chori kar ke bhag gaye? Aur kyun ek pati ne chaha apni h patni ka naam katna? Inn swaloon ka jawab janane ke liye sunein iss episode koe nd tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Dantil’ naam ke dhanwan vykati ke bare mein, jo ameer hone ke saath saath raja ka priya bhi tha. Aakhir kyun Dantil ne ‘Gaurambh’ ko dhakka mara? Kyun Raja ne band kiya Dantil se baat karna? Aakhir kya tha Raja ke mann mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek ‘Gumayu’ naam ke siyar ke bare mein, jahan hum samjhnege ki aakhir kyun weh nagada ki awaz sunkar vyaakul ho utha? Kyun gusse mein aakar usne tod dala uss nagada ko? Aakhir kyun usne khud bajana chaha nagada? Aur aakhir kyun ‘Pinglak’ chip raha tha Damnat se? Janiye inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek ‘Gumayu’ naam ke siyar ke bare mein, jahan hum samjhnege ki aakhir kyun weh nagada ki awaz sunkar vyaakul ho utha? Kyun gusse mein aakar usne tod dala uss nagada ko? Aakhir kyun usne khud bajana chaha nagada? Aur aakhir kyun ‘Pinglak’ chip raha tha Damnat se? Janiye inn saare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pit…
  continue reading
 
Pehla Tantra ke introduction mein hum janenge 5 Pehla ke bare mein, aur sath hi sath sunenge ‘Vardhmaan’ naam ke baniya ke bare mein ek kahani. Aakhir kya thi us baniye ki uske dharm ko leke soch? Kyun wo samajhta tha paise ko sabse mahatvapurn? Aakhir kya tha uss Baniya ke man mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” …
  continue reading
 
Pothe ne reception par kiya dil-khol kar kharcha , nakhush chedilal ki badi gayi chinta, arey bhai kahi phail na mohalle mein iss kharche ki charcha. Aakhir kiss wajah se chedilal apne eklaute pothe ke reception par nakhush rahe? Kya chedilal ke parivar ne reception ka kharcha, Chedilal se puchkar nahi kiya? Jannein ke liye suniye humara finance in…
  continue reading
 
Tamasha ho gaya chedilal ke ghar bankwalon dwara, pote ka credit card ka bill chedilal ne nahi swikara. Aakhir kitna amount credit card ke bill mein tha? Kaise bankwalon ko Chedilal ne samjaya? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroo…
  continue reading
 
Chedilal ke gaon ke dost Avdhesh ne apne phasal nuksan ki pareshani Chedilal ko batayi, Chedilal ki unsuni scheme ne Avdesh ki dimag ki bati jalayi. Aakhir Avdesh ki phasal ka nuksan kis wajah se hua? Aakhir Kya hai Pradhan mantri phasal bima yojna? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audio Pitara par.…
  continue reading
 
Loading …

त्वरित संदर्भ मार्गदर्शिका