BHI सार्वजनिक
[search 0]
अधिक
Download the App!
show episodes
 
Artwork

1
Kahaniyon ka Mantra

MnM Talkies

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक+
 
Kahaniyon Ka Mantra, humare aur aapke zindagi ke panno ke, kuch aisi kahaniyan, jo aapke dilon ko choo jaaye, aapke chehre pe muskaan laaye, jo aapko hasaaye bhi aur rulaye bhi...jo aapko aapke kal, aaj aur kal se milaye bhi. Baniye in kahaniyon ka hissa Mantra ke mantramugdh karne wali awaaz ke saath. Awaaz ka yeh jaadugar aapko lekar jaayega kahaniyon ki aisi duniya mein jahan aap kho jayenge. Toh tayyar ho jaiye kahaniyon ka hissa banne ke liye. Ek MnM Original, 'Kahaniyon Ka Mantra'.
  continue reading
 
Artwork

1
Kabhi Hamey Bhi Suna Kariye

Shubham Gawande

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Baba Present Session #1 क़भी हमें भी सुना करिए..! Hindi Podcast..! Ft.Shubham Gawande. Producer : Shubham Gawande Content Writer : Shubham Gawande Please Listen.... Comment, Like, Share & also Subscribe Brown Baba Thank You For Listening
  continue reading
 
Artwork
 
Ek Kahaani Aisi Bhi is an internationally acclaimed series of spine chilling original ghost stories. The stories are so impactful and real that one can visualise the incidents happening in front of their eyes thanks to the extremely powerful narration by RJ Praveen and the sound effects and background score used. List of acclaims- New York Festival award for Best Innovation in 2015 & 2016, New York Festival finalist for Best Narration & ACEF Award for Creativity.
  continue reading
 
Artwork

1
Namastey India

Anurag & Shivam

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Namastey India! Kaise hain aap log? Unapologetic, Raw and Opinionated! That's what this show is all about. Koi bhi topic chota nhi koi bhi topic bada nhi. Sab cover karenge yaha aur karenge baatein India ki, apne style me. Har shaam leke aayenge ek aisi khabar jisne sabse zyada impact kia hamare desh ko. Stay tuned, and subscribe for regular updates!
  continue reading
 
Artwork

1
Levil Bhawar

reprised songs

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
My podcast will be always shayaris...kuch dil ke haal byan kregi...kuch motivate kregi...kuch Tanhaaiyon mei apka Sahara bnegi... Umid rahegi ki aapko niraash na karu... Safar ki shruwat ki hai...sath aap sab ka chahiye..., Akele to hitler ka bhi wajood na raha!!
  continue reading
 
Artwork
 
Jivan me auro se sikh ker unke samne apne vichar vtakt ker raha hoo, Main apno ke sath sath parayo se bhi pyar vyakt ker raha hoo.Mai mausam ke sath sath marham bya ker rha hoo #aashayein
  continue reading
 
Kya aapki bhi ichha hai, bharat ke Pavitra teerthsthalon ke darshan karne ki? To taiyaar ho jaaiye ek anokhi audio teerthyatra ke liye...bas headphones lagaaiye aur chaliye Vaishno Devi, Kedarnath, Ujjain Mahakal, Kashi Vishwanath, Dwarakadhish aur Rameshwaram ki pavitra bhumi par aur mann ki aankhon se darshan kijiye apne isht ke. Live Bhagwan prastut karte hain - Teertham – ek audio Teerth Yatra! https://livebhagwan.com/teertham.php Produced by MnM Talkies (https://www.instagram.com/mnmtal ...
  continue reading
 
Artwork

1
Complete Panchatantra : Pehla Tantra (Mitrabhed)

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Prastut karte hain “Sampoorna Panchtantra” jo ki likhi gayi hai bahut hi mashoor lekhak “Vishnu Sharma” ke dwara, aur jismein aawaz diya hai “Rhicha Vyas” ne. Toh taiyaar ho jaiye ek jadui yatra ke liye jahan hain bahut sari interesting kahaniyan, aur sath hi sath gyan aur manoranjan bhi. Toh der kis baat ki,abhi shuru kariye sunana “Sampoorn Panchatantra” sirf “Audio Pitara” par sunana zaroori hai. #audiopitara #sunnazaroorihai #panchatantra #stories #magical #characters #knowledge #enterta ...
  continue reading
 
Artwork

1
MUJHE SHIKAYAT HAI

NITIN SUKHIJA

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Namaste Mai Hoon Nitin Sukhija aur seedhi si baat hai, ki Mujhe Shikayat Hai! Kisse hai? Arre mat poochiye, yeh poochiye kisse nahi hai? Aur mujhe hi kyu, aaj ki taarikh me har aadmi ko... aurat ko bhi, kisi na kisi se shikayat hai hi! To phir mujhe bhi hai! Bhai dekhiye, duniya me do tarah ke log hote hai. Ek woh jinhe kisi cheez se koi problem nehi hoti, koi shikayat nehi hoti. Aur doosre woh, jinhe har cheez se problem hoti hai. Hum aadmi zara duje kism ke hai. Ek aur shikayati log hai - ...
  continue reading
 
Artwork

1
ShaNaSha Ki Kahaniyan

Shambhu Nath Sharma

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Kuch andsuni ankahi kahaniya kahstaur par aapke liye meri zubani behad saral hindi me aapke liye, har umar ke bacchon ke liye ji haan har umar me ek baccha chupa rahta hai chahe aapki umar kitni bhi ho par aapke andar ka wo baccha hamesha ek kahani sunna chahta hai, chahe aap 5 saal ke bacche ho ya 78 saal ke meri tarha, aap sabhi ke liye mere paas ek kahani hai jo me aapke saath sajha karoonga apne iss channe ke madhayam se, "ShaNaSha ki Kahaniyan" #ShaNaShaKiKahaniyan #MoralStories
  continue reading
 
Artwork

1
Pratinidhi Kahaniyan : Ismat Chugtai

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Paish hai aapke liye brand new series ‘’Pratinidhi kahaniyan’’ jo likhi gayi hain ek bahut hi jaani-maani lekhika, upanyaskar,aur bahut hi achhi film nirmata Ismat Chugtai dwara. Iss series main honge 14 interesting episodes jisme aap janenge muslim dharm ke bare main,lekhika ke jeewan ke baare main aur bhi bahut kuch khaas, toh rukna kisliye? Shuru kariye sari sunana or janiye Ismat Chugtai ke bare main sirf ‘’Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on ...
  continue reading
 
Kisi bhi ladki ke liye uski shaadi me sabse zyada zaroori hota hai uska wedding lehenga...phir chaahe wo koi actress hi kyu na ho...aaiye aaj hum is video me baat karte hai bollywood actress ke expensive and gorgeous wedding lehenge ke baare me...ki kis actress ne kya pehna tha aur wo wedding outfit ki price kya hai. Number 1 : Aishwarya Rai Bachchan Aishwarya rai bachchan is list me sabse top par hai...unka wedding outfit sabse mehenga tha...aish ka wedding outfit ka price tha 75 lakhs...je ...
  continue reading
 
Artwork

1
Kahani Train

Nayi Dhara Radio

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
कहानी ट्रेन यानी बच्चों की कहानियाँ, सीधे आपके फ़ोन तक। यह पहल है आज के दौर के बच्चों को साहित्य और किस्से कहानियों से जोड़ने की। प्रथम, रेख़्ता व नई धारा की प्रस्तुति।
  continue reading
 
‘Dusron ki girl friend & beizzati’ is loved by all. The humour and ‘beizzati’ that Nilam adds to this segment is viral and leaves the listener with a strong hangover. She trolls the wrongdoers by using her vast ‘galiyon’ ki vocabulary!
  continue reading
 
Artwork

1
Baton Hi Baton Mein

Girish S Upadhyay

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
नमस्कार दोस्तो, आपका बहुत बहुत स्वागत है हमारे पॉडकास्ट "Baton Hi Baton Mein"| यहाँ हम बात करेंगे उन तथ्यों पे जो हमारे रोज़मर्रा के जीवन मे उपयोगी है जैसे की सामाजिकता, राजनीति, स्वास्थ्य, इतिहास और कुछ वो बातें जो हमेशा हमारे विचारों मे रहती है| ये बातें इतनी आसानी से कहेंगे जैसे किसी ने "बातों ही बातों" में आपसे कह दी हों| हमारी यहीं कोशिश रहेगी की आप अच्छे से अच्छा सुने|
  continue reading
 
Artwork

1
FM Countdown

Ashutosh Chauhan

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
हेलो दोस्तों मैं हूं आशुतोष चौहान शायरियां,कहानियां, कविताएं सुनाता हूं | FM Countdown में आपका स्वागत है आपको हम हर एक कहानियां, कविताओं के साथ मिलते रहेंगे | कहानियां, कविताएं कैसी लग रही हैं मुझको जरूर बताएं मुझ तक अपनी बात या अपनी कहानियों को शेयर करने के लिए, Hello friends, I am Ashutosh Chauhan, I tell poetry, stories, poems. Welcome to FM Countdown, we will keep meeting you with every single stories, poems. stories, poems Feel free to tell me to share your point or your stories to me✍ ...
  continue reading
 
Artwork

1
Delhi-NCR ki Khabrein

livehindustan - HT Smartcast

Unsubscribe
Unsubscribe
साप्ताहिक+
 
'दिल्ली - एनसीआर की खबरें' पॉडकास्ट में विभिन्न पार्टियों की राजनीतिक गतिविधियों, महत्वपूर्ण घटनाओं और अपराध के मामलों की गहराई से ख़बरें पेश की जाती हैं। यह पॉडकास्ट न सिर्फ ख़बरों की बखूबी व्याख्या करता है, बल्कि उनके पीछे की राजनीतिक, सामाजिक और मानसिक सोच की भी निष्पक्ष जानकारी देता है
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Baba Ranchhod daas ne kaha tha... ki beta khana khaane ke liye paise nahi lagte, lagti hai to bas sahi timing ke sath sahi uniform! Aaj ki kahani bhi aise hi 3 hostellers ki hai jinhe achhe khaane ka swaad lene ke liye baraati banna pada hai... Bin Bulaaye Baraati !द्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Jiske sansthapak hain, swayam Prabhu Shri Ram, aisa anokha hai Mahadev ka ye dham "Rameshwaram". Tamilnadu ke samudra tat par upasthit ye divya sthal, jaha, se shuru hua Ramsetu ka nirman aur jaha se shuru ki Prabhu Ram ne Lanka par chadhai. Kahte hain ki Rameshwaram ke darshan karne se “Brahmahatya” jaise paapon se bhi mukti mil jaati hai. Toh der…
  continue reading
 
Himalay ki ghatiyon mei basa, Mahadev ka anokha dham, Kedarnath. Jiske nirman ki kahani judi hai Mahabharat kaal mein Pandavon se aur jiske darshan maatra se, sanchar hota hai aantarik man mei ek divya urja ka. To der kis baat ki, Mahadev ke iss pavitra dham ki teerthyatra kariye ghar baithe baithe.Bas headphones lagaaiye aur iss divya yatra mei aa…
  continue reading
 
Kehte hain ki Kashi Vishwanath ke darshan karne se, sabhi paapon se mukti milti hai!Ganga kinare basa, Vishwa ke sabse pracheen shaharon mei se ek, Kashi, jo hai bhagwan shiv ki priy nagri aur jaha upasthit hai mahadev, divya jyotirlinga ke roop mei. To chaliye, moksha ka dwar kahe jaane wale iss anokhe nagar ki teerthyatra par, wo bhi ghar baithe …
  continue reading
 
Taiyar ho jaaiye ek anokhi teerthyatra ke liye! Kehta hai Bhagwan Dwarkadheesh ke darshan karne se ek sakaratmak urja milti hai aur sabhi manokamnayein puri hoti hain. Gujrat ke arab sagar par basi Bhagwan Shri Krishna ki nagri, Dwarka, jaha upasthit hain Bhagwan Dwarkadheesh apne Sampoorna kutumb ke sath. Toh Chaliye teerthyatra ke liye, jaha aap …
  continue reading
 
Kya aapki bhi ichha hai Vaishno Devi mata rani ke darshan ki? To samjhiye mata ka bulava aa gaya!!! Ji haa, Trikut parvat ki ghatiyon mei virajman mata vaishno devi, jo karti hain apne bhakto ki manokamnayein puri. Teertham ke iss episode mein aap ghar baithe baithe karenge Vaishno Devi ke darshan, bas headphones lagaaiye aur mata ke bhawan ki iss …
  continue reading
 
Kya aapki bhi ichha hai Ujjain ja kar Mahakal ke darshan karne ki? Rajadhiraj, Bhooteshwar, Mahakal, jo hain Ujjain mein virajman...Kaha jata hai ki jo bhi ek baar Mahakal darshan ke kar le, wo kabhi bhi akal mrityu ko prapt nahi hota. To taiyaar ho jaaiye ek anokhi audio teerthyatra ke liye jaha ghar baithe baithe karenge aap mahakaal ke darshan, …
  continue reading
 
Kya aapki bhi ichha hai, Bharat ke Pavitra teerthsthalon ke darshan karne ki? Kya aap taiyaar hain ek anokhi audio teerthyatra ke liye? To bas headphones lagaaiye aur chaliye Vaishno Devi, Kedarnath, Ujjain Mahakal, Kashi Vishwanath, Dwarakadhish aur Rameshwaram ki pavitra bhumi par aur man ki aankho se darshan kijiye apne isht ke. Live Bhagwan pra…
  continue reading
 
Indore mein rehne wale Guddu Indori yun toh nikle the jeetne ko duniya saari. Magar kaam ka bahot jyada stress lene ke karan ho gayi hai ko unko dil ki bimari. Ab kaise niptega Guddu Indori apni bimari se, janne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki ye World Heart Day special kahani – Dil ki baat hai…
  continue reading
 
Kuch na kuch bhulne ki aadat toh har kisi ki hoti hai! Koi exams mein answers likhna bhul jaata hai, toh koi kuch kahin rakh kar bhul jata hai. Usi tarah Hyderabad ke Chappan bhai bhi uska address rakhkar bhul gaye hain, jiski unhone supari li thi. Toh ab kya karenge Chappan Bhai? Janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ki ye World Alzheimer's Da…
  continue reading
 
100 se bhi jyada companies mein interview diya Bholu Engineer ne, magar kahin nahi lagi naukri. Ab kya karega Bholu? Kya kar payega koi jugaad, aur chuda payega Lala ke paas se apne Maa ke kangan. Janne ke liye suniye Kahaniyon ka Mantra ki ye Engineer’s Day special kahani – Berozgaar Engineer!
  continue reading
 
Nagpur ke Ganesh pandal mein jaa pahucha ek aisa shararti bachcha, jo puchne laga pandit ji se anokhe sawal.. Ab kaise niptenge uss bachche se pandit ji, jaane ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki ye Ganesh Chaturthi special kahani – Vighnaharta Ganesha
  continue reading
 
Satara se Nagpur aa rahe hain Abhimanyu apni team ke sath dahi handi fodne ke liye. Magar unki bus fass gayi hai bhayankar traffic jam mein. Toh ab kya karenge Satara ke Govinda. Kya pahuch payenge time pe ya karenge koi aur chamatkar. Janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ki ye Shri Krishna Janmashtami special episode – Dahi Handi Competition…
  continue reading
 
Nitin ki hai ek chhoti si kapde ki factory. Magar uss chhoti si factory mein Nitin karta hai ek bada hi nek kaam. Usne aise logon ko rakha hai kaam par, jinhe nahi mil raha tha kahin aur kaam. Unke sath kaise Rakhi manayega Nitin, Janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ki ye Raksha Bandhan special kahani – ‘Raksha ka Bandhan’…
  continue reading
 
Bahadur ki lagi hai nayi nayi fauj mein naukri aur pehle hi din mil gayi hai use aisi jagah posting jahan jaana hai behadd khatarnak. Ab kaise milegi himmat Bahadur ko ladne ki? Janne ke liye suniye Kahaniyon ka Mantra ki ye Independence Day special kahani – Wardi Ki Taaqat!
  continue reading
 
College ke pehle din truth and dare khelte waqt Maddy ko mila.. Dare pad gaya itna bhari, ki ho gayi sabhi ke samne uski kirkiri. Aisa majak udaya Riti ne, ki ho gaya Maddy ka heart-break. Ab kaise lega Maddy usse badla. Janne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki self-love wali lovely kahani, ‘I Love Me’…
  continue reading
 
Dhundne ko inner peace jaana chahta hai Vimpy solo trip pe. Par kya itni chhoti si umar mein jaane denge uske parents uske first ever solo trip pe? Ya ghar par hi mil jayega Vimpy ko uska inner peace? Jaane ke liye suniye,Kahaniyon Ka Mantra ki National Parents Day special ye kahani – My Inner Peace
  continue reading
 
Aayush ke school mein transfer hokar naye naye teacheraaye hain teacher Pandey sir. Sir ka alag hi hai padhane ka approach, jisse gadhe se gadha student bhi kar sakta hai exams mein top. Aisa kya jaadu karte hain Pandey sir, janne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ka Guru Purnima special episode – ‘Guruji Tussi Great Ho’…
  continue reading
 
Achanak hone wali baarish se bachne ke liye Mohit rojana apne office jata hai public transport ki bus se, aur tez baarish ke karan lag jaata hai ghanto ka traffic jam. Magar uss safar mein Mohit ko milta hai ek aisahumsafar jisse ghanto ka traffic jam bhi Mohit ko lagne lagta hai sunana… Toh kaun Mohit ka humsafar, janiye ke liye suniye,Kahaniyon K…
  continue reading
 
Lajwanti ji chahti hain lena apne ik laute pati seturrant hi divorce. Naa hi unke pati sharab pikar maarte hain, naa hi dahej keliye pareshan karte hain, aur naa hi hai unka koi chakkar kisi dusri kanya ke sath.Toh fir 2 bachche hone ek baad achanak kyu chahiye Lajwanti ji ko divorce? Janne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki yepopulation special…
  continue reading
 
Bachpan se chura chura kar jis bagiche se khaate aaye hain Changu-Mangu aam, achanak uss bagiche mein aa khadi hui hai ek samasya. Toh kaise niptenge iss samasya se Changu-Mangu, aur kaise chukayenge apne aam ka karz, janne ke liye suniye Kahaniyon ka Mantra ki ye Mango special kahani – Aam Ka Karz
  continue reading
 
Judwa bhai Sonu Monu dhund rahe hain apne Pappa ke liye koi aisa unique Father’s day gift, jisse ho jhat se ho jaye unke Pappa itne jyada impress, ki agar exam ka result thoda 19-20-21-22 bhi ho jaye, toh unhe thappad naa khane pade Toh kya dhund payenge Sonu-Monu aisa koi gift, janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ki ye Father’s Day Special k…
  continue reading
 
Europe ke ek jaane maane, jaanche parkhe, FilmDirector-Producer aaye hain.. India ki sair par.. Aur Bharat ke upar banana chahte hain wo.. dil ko chhoo jaane wali ek Oscar winning film.. Par ho gaye hain wo confuse.. Ki aakhir kaunse Bharat par banayein film? Bharat toh ek nahi, anant hai! Alag alag bhasha, vesh bhoosha, sanskritiyon se bhare Bhara…
  continue reading
 
Aaj k episode main baat karenge husqvarna vitpilen 401 aur husqvarna svartpilen 401 k launch k baare main. India main launch hui hai ye updated models. Kya hai inme khaas? Janne k liye sunte rahiye Namastey India!द्वारा Anurag & Shivam
  continue reading
 
दोस्तों, हिंदी की वर्णमाला जरुर पढ़ी होगी ।अ,आ अब इन वर्ण माला से कुछ नया सीखेंगे। आपको अगर यह पाडकासट अच्छा लगे तो बताइएगा जरूर। धन्यवाद 🙏😊
  continue reading
 
Aaj k episode main baat karenge Hyundai Creta 2024 facelift model k baare main. 16th Jan ko unveil ho rahi hai ye Indian market main. One of the most selling SUVs in the market. Kya iska jalwa barkaraar rahega? Janne k liye sunte rahiye Namastey India!द्वारा Anurag & Shivam
  continue reading
 
दिल्ली के सीएम अरविंद केजरीवाल को कथित शराब घोटाला मामले में ईडी के समन और गिरफ्तारी की आशंका के बीच दिल्ली की शिक्षा मंत्री और आम आदमी पार्टी की नेता आतिशी ने एक प्रेस कांफ्रेस में बीजेपी पर आरोप लगाए..उनका कहना है कि बीजेपी सिर्फ साजिश के तहत सीएम केजरीवाल को गिरफ्तार करना चाहती है..ताकि वे लोकसभा चुनाव में प्रचार न कर सकें..उन्होने कथित शराब घोट…
  continue reading
 
ED के सामने फिर अरविंद केजरीवाल पेश नहीं हुए. आखिर क्यों... आम आदमी पार्टी ने प्रेस कॉन्फ्रेंस कर सब साफ कर दिया. दिल्ली सरकार की मंत्री आतिशी ने प्रेस कॉन्फ्रेंस में कहा कि ED अपना सवाल भेजे, हम जवाब दे देंगे.द्वारा HT Smartcast
  continue reading
 
Loading …

त्वरित संदर्भ मार्गदर्शिका

अन्वेषण करते समय इस शो को सुनें
प्ले