YouTube सार्वजनिक
[search 0]
अधिक

Download the App!

show episodes
 
P
Pauranik Kathayen

1
Pauranik Kathayen

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
रोज
 
Aaj hum lekar aaye hai iss baar aapke liye “Pauranik kathayen’’ jahan aap sunenge hindu Dharm ke Devi-devtaon ke bare main, aur janenge unse judi kuch adbhut kahaniyaan, aur sath hi sath samjhenge unka mahatva humarein jeevan main. Toh abhi shuru kariye sunna aur janiye humare devtraaon ke bare main visaar main. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Team
  continue reading
 
Hi everyone Welcome to my podcast, I am your narrator Alka jain and I will tell you tales and stories written by famous writers of india. Thankyou . My YouTube Channel Link - https://youtube.com/channel/UCqOV0mgtmLvH1Y3wp2AScSQ Please SUBSCRIBE , Like , Play The videos till end and share with all your friends and family it will help me a lot :) नमस्ते, मेरे पॉडकास्ट में आपका स्वागत है, मैं आपकी कथा वाचिका अलका जैन हूं , मैं आपको भारत के प्रसिद्ध लेखकों द्वारा लिखी गई कहानियाँ सुनआऊंगी। धन्यवाद
  continue reading
 
Paish hai aapke liye brand new series ‘’Pratinidhi kahaniyan’’ jo likhi gayi hain ek bahut hi jaani-maani lekhika, upanyaskar,aur bahut hi achhi film nirmata Ismat Chugtai dwara. Iss series main honge 14 interesting episodes jisme aap janenge muslim dharm ke bare main,lekhika ke jeewan ke baare main aur bhi bahut kuch khaas, toh rukna kisliye? Shuru kariye sari sunana or janiye Ismat Chugtai ke bare main sirf ‘’Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on ...
  continue reading
 
Iss baar hum lekar aaye hain aap logon ke liye bahut hi khaas audio series, jahan aap janenge Jhansi ki Rani "Lakshmi Bai" ke baare mein aur janenge unka "Manikarnika" se "Maharani Lakshmi Bai" banne tak ka safar aur dekhnge ki aakhir kiss tarah nibhayi unhone deshbhakti aur kaise kiya unhone angrezo ka saamna sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Team
  continue reading
 
“Gajabpur Ke Karare Kisse” ek aisa show jismein Gajabpur naam ke Gaon ki, aur wahan rehne waale logon ki kahaniyan hain. Gajabpur gaon ke logon ki zindagi asaan nahin hai, kyunki unke saamne aane wali situation aam nahin . Lekin jis tarike se Gajabpur ke log inn halaaton se nipatte hain, vo yahan ke logon aur unki kahaniyon ko bana deta hai ek dum khaas. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor batayein aur aapke doston ke saath zyada se zyada share kijiye. Aise hi, interesti ...
  continue reading
 
Let's embark on an exciting journey filled with life's ups and downs, true events, horror stories, and crime stories. Such fictional stories that will tickle your heart like a roller coaster, and give you goosebumps. These stories will make your heart beat faster, and force your body to sweat. Let's start the RIDE. Stay connected with us to feel all your feelings.#horrorstories #besthorrorstories #daravanikahaniyan Follow Instagram Profile https://www.instagram.com/kanika_storyteller/ Youtub ...
  continue reading
 
M
Maharana Pratap

1
Maharana Pratap

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
रोज+
 
Swagat hai aapka hamare Audio book "Maharana Pratap" mein, Jisme Maharana Pratap ki pure jeevan ki kahani batayi gayi hain,Maharana Pratap ka janm 9 May 1540 ko Mewad (Rajasthan) me hua tha. Unke pita ka naam Maharana Udai Singh tha jihone unke liye ek akhand itihaas banaya tha. Maharana Pratap ka bachpan bahut hi vyaktigat aur samarpit raha hai. Unhone apne pita ke aadesh par shastron ka gyan seekha aur apni rajneeti ki rachna ki. Maharana Pratap ne apne pita ke baad apne desh aur samrajya ...
  continue reading
 
M
Manvi Ditansh Publication

1
Manvi Ditansh Publication

Manvi Ditansh Publication

Unsubscribe
Unsubscribe
साप्ताहिक+
 
Manvi Ditansh Publication Presents SPEAK UP INDIA Our community is featuring writer's audios on Asia's Top Platforms (Spotify, Amazon Prime Music, Ganna App, Jio Savaan, Instagram, YouTube, Etc.. ) Instagram @manvi.ditansh.publication Facebook Manvi Ditansh Publication YouTube Manvi Ditansh Publication Gmail :- manviditanshpublication@gmail.com Team Manvi Ditansh Publication
  continue reading
 
Aashayein With Ajay is a podcast where you listen to new poems written by me Follow us on YouTube @ https://www.youtube.com/@AashayeinwithAjay Follow on Instagram https://www.instagram.com/aashayein_with_ajay/ Listen Podcast on Every Platform https://linktr.ee/Ajay_Badole
  continue reading
 
पॉडभारती (http://podbharati.com) का यह पॉडकास्ट शो सोपान, केंद्रित है मोटिवेशन, करियर मार्गदर्शन, उद्यमिता और कामकाज की दुनिया पर। सोपान माने सीढ़ी, यानी इस पॉडकास्ट का उद्देश्य है आपके करियर में समृद्धी की सीढ़ी बनना। Sopan, a podcast show by PodBharati, focuses on Motivation, Career Guidance, Entrepreneurship and Workspace. We want to be the ladder to prosperity & success in your career. Subscribe to our newsletter at https://parikrama.substack.com. YouTube channel: http://tinyurl.com/podbyt.
  continue reading
 
M
Magnanimous

1
Magnanimous

Zeda India

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Welcome to Magnanimous - the podcast that's all about exploring the latest in Electronics, Technology, Radio, and beyond. In these podcasts from Zeda India, we dive into the world of cutting-edge gadgets, ham radio, futuristic innovations, and everything in between. From the latest smartphones, amateur radio tips & tricks, to the most mind-blowing advancements in AI, we cover it all in our episodes. So tune in and stay ahead of the curve - follow Magnanimous today!
  continue reading
 
Y
YUVRAJ CLICKS

1
YUVRAJ CLICKS

vaibhav Singh

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Welcome to Yuvraj Clicks Youtube Channel Special thanks For Janeshwar Mishra Park to Mr. Anil Kumar SUBSCRIBE for more Yuvraj Clicks presents the another Cover song "TERE BIN" Produced by Vaibhav Singh Don't forget to Subscribe,Like,Share & Comment. Label:- Yuvraj Clicks Song:- Mujhe Kaise Pata Na Chala (Cover) Singer:- Chandrakala Producer, Director & DOP & Editor --Vaibhav Singh-- Asst.DOP- Prema Nand (Abhishek) Editor- Vaibhav Singh Photography by- Yuvraj Studio https://yuvrajstudio.in/ h ...
  continue reading
 
Learn from Top successful personalities & celebrities to grow yourself and earn more in your life. About Amit Mishra Youtuber/Blogger: He is an entrepreneur & content creator from India creating inspiring & informational content on his Youtube channel & Spotify. Founder of Tryootech.com, Startupcrow.com, Bizgromedia.com & amitmishra.co You can follow me on Instagram: https://www.instagram.com/akaamitmishra Email for business- amit@bizgromedia.com
  continue reading
 
"Kuch Baatein with Aditya Alfaaz" is a one-of-a-kind podcast that brings together a world of topics under one roof. From thought-provoking discussions on current events to inspiring stories of people making a difference in the world, Aditya Alfaaz explores a diverse range of subjects in each episode, leaving no stone unturned. With a unique storytelling style and a passion for sharing knowledge. Youtube: https://www.youtube.com/@AdityaAlfaaz Instagram: https://www.instagram.com/aditya.alfaaz ...
  continue reading
 
This is my Utkarsh Vision Helpline No-8393900092 (Only Whatsapp) Utkarsh Vision क्या है? ?? https://bit.ly/2IcNNVp YouTube ?? https://www.youtube.com/c/utkarshvision Free Online ST और #Liveclass लिए इस Page को Like करें। ?? https://www.facebook.com/utkarshvision/ facebook Group Link https://www.facebook.com/groups/utkarshvision/ Quora Link https://hi.quora.com/profile/Utkarsh-Vision-Govind-Verma मेरा Fb Link ये रहा दोस्तों ?? https://www.facebook.com/govindvermaofficial/ Telegram ?? https:// ...
  continue reading
 
Utkarsh Vision Helpline No-8393900092 (Only Whatsapp) Utkarsh Vision क्या है? ?? https://bit.ly/2IcNNVp YouTube ?? https://www.youtube.com/c/utkarshvision Free Online ST और #Liveclass लिए इस Page को Like करें। ?? https://www.facebook.com/utkarshvision/ facebook Group Link https://www.facebook.com/groups/utkarshvision/ Quora Link https://hi.quora.com/profile/Utkarsh-Vision-Govind-Verma मेरा Fb Link ये रहा दोस्तों ?? https://www.facebook.com/govindvermaofficial/ Telegram ?? https://t.me/Utkars ...
  continue reading
 
What is Inguinal Hernia, Causes and Symptoms, Treatment | अंडकोष में हर्निया का कारण, लक्षण इलाज STAR Hospital - Region's 1st Internationally Certified Super-Specialist Centre for Bariatric Surgery | Advanced Laparoscopic Surgery Dr. Jasmeet Singh Ahluwalia (MS, FNB-MAS, FBMS) Super-Specialist Bariatric, Metabolic & Advanced Laparoscopic Surgeon STAR Hospital 9A, Link Road Jalandhar-144003 India Helpline: +91-9888958889 Website: http://drjasmeetahluwalia.com YouTube channel : https://youtube ...
  continue reading
 
T
Technical AG

1
Technical AG

Utkarsh Agarwal

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
This Podcast Is Full Of Digital Knowledge. All The Episodes Are Available In Hindi Translations. If You Have Any Questions Or You Want Me To Make An Episode On A Specific Topic Kindly Mail Me. Email:- technicalag.officials@gmail.com Instagram:- https://www.instagram.com/officialtechnicalag/
  continue reading
 
i
iTECH PODCAST

1
iTECH PODCAST

Sominath Avhad

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
नमस्कार दोस्तों , आपका बहुत बहुत स्वागत है हमारे चैनल " iTECH - iNDIA KA TECH PODCAST " में , मैंने यह चैनल मेरे उन सभी दोस्तों के लिए बनाया है जो टेक्नोलॉजी के बारे में अपनी भाषा में जानना चाहते है , " iTECH - iNDIA KA TECH PODCAST " इस चैनल में आपको रोज़ाना कम से कम 3 और जादा से जादा 10 नयी special ऑडिओ मिलेगी जहा मैं कोशिश करूँगा आपको मोबाइल, कंप्यूटर और नयी Technology की दुनिया के बारे में कुछ जरुरी बातें बताने की....
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Humsab ko Krishna aur Arjun ki mitrata ke baare main to pata hai par apko kya ye pata hai ki inn dono ka ek baar yudh hua tha? Aakhir kya pran liya tha Subhadra ne? Kyun dare hue the Chitrasen? Aur kyun krodhit the maharshi Gaalav? Inn sabhi sawalon ka jawab janiye "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on In…
  continue reading
 
Lalach buri bala hoti hai ye hum sab ne sun rakha hain, par kya aapko ye pata hai ki ise laalch ki wajah se hua tha "Sattvarma" ka vadh wo bhi krishna ji ke haathon. Aur aisa kya sankalp liya tha Satyabhama ne apne pita Satyajeet ki mrityu ke baad? Jaaniye puri kahani sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow …
  continue reading
 
Ghamand insaan ka dushman hai aur yahi ghamand ho gaya tha Krishna ki patni Satyabhama, unka chakra Sudharshan aur unka waahan Garur ko. Aaiye jante hain ki kaise Krishna ji ne Hanuman ji ki madad se kiya teeno ka ghamand chur sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. …
  continue reading
 
Raavan ka janm toh sab jante hain par kya aap logon ko ye pata hai ki kyun unka bhai Vibishan main the devtaon waale gun? Kyun Raavan ko bola jata tha Dashgreev? Aakhir kyun mila Raavan ko Nandi ji se shaap? Jaiye iske piche ki kahani sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audio…
  continue reading
 
Lankewshwar Raavan ko hum sab jante hain aur yeh bhi jante hain ki wo jitna balwaan tha uthna hi zyada buddhimaan bhi. Par kabhi aapne socha hai ki usmain itni buddhi aayi kaha se? Kabhi socha hai ki uske pita ek muni aur mata ek rakshasi kaise hui? Raavan ke bare main janana hai to bane rahiye iss episode ke end tak aur share kare "Audio Pitara" k…
  continue reading
 
Raksha Bandhan ka mahatva hum sabhi ko pata hain par kya aap logon ko ye pata hai ki kyun ki jati hain raksha bandhan ke din samundhra ki pooja? Aakhir kyun aaj ke din bhramhan bandhte hai apne yajaman ke haathon main rakhi? Janana hai toh sune iss episode ko end tak and share karein apne rakhi experience ke bare main. Stay Updated on our shows at …
  continue reading
 
Humare paida hote hi humari mrityu tai ho jati hai. Mrityu sabhi ke liye samaan hai chahe koi sadhu ho ya fir daaku, sabhi ka mrityu ke baad yamlok main jana anivarya hai. Aaiye jante hai ek esi kahani jaha karna pada ek sadhu ko ek daku ki seva aur kahin nahi sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on In…
  continue reading
 
Rani ki mrityu achanak se hone ki khabar sun ke unke mitra Rao Sahab Peshwa aur Tatya Tope bahut dukhi hue. Unko Sindhia aur Gwalior mil to gaya par wo zyada din uspe raaj nahi kar paye. Aakhirkaar Rani ke jane ke baad angrezo ne unpe wapas se hamla kiya aur Jiyaji Rao ko wapas se sindhia sarkaar saunp di. Kya hua iske baad Rani ke mitron ka? Kya u…
  continue reading
 
Sach hi kaha gaya hai "Mahapurushon ki karya siddhi, unke sachhe parakarm se hoti hai na ki kewal saadhno se" aise hi sachhi parakrami thi humari Rani jo ki hazaar Sindhia sarkaar ki sena ke virudh kuch peshwa sena ke saath lad ke jeet gayi. Wo Kalpi ke Raja Rao Saheb ke saath Gopalpur main rahi aur wahi rehakar unhone Sindhia sarkaar, jo ki angrez…
  continue reading
 
Rani apni sena ko harte dekh fikr main aa gayi, udhar angrez ne ek shart rakhi ki wo unki sena ki jaan baksh denge agar Rani jhansi se chali jaye. Aur Rani jhansi chodne ke liye maan gayi. Angrez Jhansi ke logo par atyachar karne lage aur Rani Damodar rao ke saath kile main rehne lagi. Aage chal kar angrezi sipahiyo ne unhe akele dekh unpar hamla k…
  continue reading
 
Yudh shuru toh kar diya gaya par Rani ke paas the gine-chune sipahi aur angrez ke pass thi hazaro ki sankhyan main sena. Angrez ke sipahi yudh mein jeet rahe the aur ab unhone rani aur uski sena ko kile ki har taraf se gher liya tha. Rani ke pass haar manane ka alawa aur koi chara nahi tha. Toh aakhir kya kiya Raani ne, antim saans tak ladi ya fir …
  continue reading
 
Yaha hum janenege ki Rani ji ne nirnay liya ki wo angrez ke khilaf jakar ladengi aur wapas jhansi ko british sarkaar se mukt karayengi. Aaiye jante hain ki kaise unhone 30 hazaar sipahiyon ke virudh yudh kiya, wo bhi kuch gine chune sathi ke saath. Kaise unhone apni budhhi aur vinamrta se aas-pass ke logo ko ek-jutt hokar ladne ko uthsahit kiya. Su…
  continue reading
 
Iss episode main hum jaanenge ki kaise Rani ko hukum mila apne pati ka rajya british sarkaar ko dene ke liye, aur kaise puri jhansi angrez rajya mein mila di gayi. Aakhir kiss tarah Raja ke dwara godh liye bachhe "Daamodar Gangadhar Rao" ko uthhradhikari banane se rok diya gaya aur ab rani bas apna rajya wapas pana chahti thi. Aaiye sunte hai laksh…
  continue reading
 
Yahaan humlog janenege Maharaja Gangadhar Rao ke shashan kaal ke bare main, jinhe log pyaar se ''Kaka-saheb'' bhi kehte the. Wo swabhav se bahut hi chatur, dayalu aur raajyapremi the. Par itna kuch hone ke baad bhi unhone apne teen mahine ke putra ko kho diya, aage chalkar unhone Anand Rao ke naam ke ladke ko god liya or uska naam Damodar Gangadhar…
  continue reading
 
“Khoob ladi mardaani ho toh, Jhaansi wali raani thi’’ yeh kahani hain "Manikarnika" urf Jhansi ki Raani "Lakshmi Bai" ke baare main jinka janm 16 november 1834 ko varanasi main hua tha. Unke pita ka naam Moropant Tambe aur maa ka naam Bhagirathi Bai tha. Waise naam to unka Manikarnika tha par log unhe pyaar se Mannu bhi visit bulate the. 1842 mein …
  continue reading
 
Hanumaan ji aur Shanidev dono humare liye bhagwaan hain. Ek apne bal ke liye jaane jate hain aur ek apne grah-prakop ke liye. Aaiye jante hain ki kyun hua in dono bhagwan main behes? Aakhir kyun dono ne kiya ek dusre ka apnaam? Sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara.…
  continue reading
 
Aaj humsab janenge "Aswashthama" ke baare main jo putra toh Draunacharya jese nyaay-premi ka tha par usme unke ek bhi gunn nahi the. Wo bachpan se hi bahut kroor aur annyaayi tha. Toh aaiye jante hai ki kyun tha wo apne hi pita se itna vipreet? Kyun use log nirdayi bolte the? Kyun use nahi pasand the pandav? Suniye Aswashthama ke jeevan se judi kuc…
  continue reading
 
Aaj ki kahani hai Arjun putra "Abhimanyu" ke bare main jo jitne achhe yodha the utne hi achhe putra bhi. Itne acche yodha hone ka baad bhi kyun hui unki achanak se mrityu? Aakhir kya raaz tha unke mrityu ke piche? Aaiye jante hain iske piche ka rahasya sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram …
  continue reading
 
Kya aapko pata hain ki kyun Mahirshi Dwasa ne diya shaap bhagwaan Indra ko? Kyun hua Indra ko khud ko leke bhaya? Aakhir kya kiya tha bhagwaan Indra ne? Suniye iss episode ko end tak aur dijiye apne feedbacks sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pi…
  continue reading
 
Hanuman ka Ram ji ke liye prem se toh hum sab parichit hain. Par kya aap jante hain ki unki pehli mulakaat kab aur kaha hui thi? Aur kyun Ram ji ne pehli baar main Hanuman ji ko dekha tha kisi sadharan se bhramhan ke roop main? Aaiye janiye unke pheli mulakaat ke piche ki rochak katha sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitar…
  continue reading
 
"Guru" bhagwan ka swaroop hote hain, aur ek shishya ki paribhasha kisi ne di hai toh wo hain "Eklavya". Unke nipunta ko hum sab jante hain aur unke apne ungli ko guru dakshina main de dene ki kahani bhi. Par kya aap ye jante hain ki Dronacharya ne unse guru dakshina kyun maangi? Janiye iske piche ki kahani sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on o…
  continue reading
 
Hum sab ko pata hai ki Hanuman ji ko bahut sare naamo se jana jata hai, jinme se ek naam hai Vaayuputra, par chuninda logo ko hi pata hai iss naam ke piche ka raaz aur agar apko janana hai ye raaz to bane rahiye iss kahani ke end tak aur haan humein zaroor bataein ki apko ye naam ke piche ki wajah maloom thi ki nahi sirf "Audio Pitara" par. Stay Up…
  continue reading
 
Aaj hum janenge danveer Karna ke bare main. Unke janm ka Rahasya aur unki maa Kunti ka unke paida hote hi nadi main baha dene ka rahasya. Akhir kyun kiya tha unki maa ne unke sath aisa? Aaiye sunte hain puri ghatna detail main sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. …
  continue reading
 
Mahabharat yudh se toh hum sab waqif hain, par kuch hi log jaante hain ki aakhir kyun hui Arjun putra Abhimanyu ki mrityu, janiye sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Teamद्वारा Audio Pitara by Channel176 Productions
  continue reading
 
Toh aaj hum janenge ki Kyun sakhsaat Devi Lakshmi ko rehna pada prithvi par teen saal ke liye. Kaise ek Maadhav naam ka mamuli sa maali bana achanak se dhanwaan aur kyun saakshaat Mata Lakshmi bani unki Behan sirf ‘’Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio …
  continue reading
 
Ye kahani hai ''Mehatarani'' ke bare main jiski shadi ko abhi do din bhi nahi hue the aur uska pati kaam ke silsile main bahar chala jata hai. Pati ke saher jane ke baad ghar ke sare kaam, saas ke taane aur pata nahi kitni sari musibaton ka samna karti thi, par sabse badi musibat to tab aati hai jab wo apne pati ke jane ke ek saal baad pregnant hot…
  continue reading
 
Iss kahani main hum janenge ''Bicchu Phophi'' ke bare main jo bachpan se hi bahut gussewali aur apne bhaiyon ki laadli rahi hain,par itne laad-pyaar ke baad bhi kyu nahi pasand the unko rishte-naate?Kyun wo apne rishtedaaron se rakhti thi kadwaahat? Kya thi unke gusse ki wajah? Jannne ke liye suniye Ismat Chugtai dwara likhi gayi Pratinidhi Kahaniy…
  continue reading
 
Kahin na kahin hum sabhi waaqif hain saas-bahu ke rishtese,aur uss rishte main hone wali i nok-jhonk se,aur aaj ki kahani main bhi hum janenge aise hi saas-bahu ke khatte-meethe rishto ke bare main. jaha jitne zyada jhagde hain utna hi zyada pyaar.Aakhir kyun hote hain ese nok-jhonk? Janiye iss episode mein aur anand lijiye dil ko choo jane wali ka…
  continue reading
 
Chui-mui sun kar humare man main sabse pehle aata hai kese masoom se bachhe ki tasveer ya fir kese komalta se bhare phoolon ka chitra. Iss kahani main hum janenge ''Bhabhijaan'' ke bare main jinhone apne garbh main hi apne do bachho ko kho diya.Badi minnatein or duaon ke baad wo tisri baar garvwati hui hain.To aaiye jante hain unke pregnency ke saf…
  continue reading
 
Mahatma Gandhi ko kaun nahi janta wo jitne bade vidvaan the utne hi bade deshbhakt.Pata nahi unhone kitne sare balidan diye aur na jane kitni sari kurbaniyaan bhi.Par kesa hoga jab log unki kurbaaniyon ka fayda uthaye?Jab log unke balidaanon ki kadar na kar ke uska apmaan karein? aaiye dekhe iss duniye ke badalte nazariyon ko sirf ''Audio Pitara'' …
  continue reading
 
Hum sabhi ke dil ke sabse kareeb hoti hain ''Maa'', aur ise kareebi rishte ke bare main hai aaj ki kahani .Ye kahani hai ek aise maa ke bare main jo apne bachhe ko akele hi paal rahi hain or duniya se uske liye lad rahi hain.Kya hai unke iss akelepan ki wajah?Janiye iske piche ki sachhai sirf ''Audio Pitara'' pe or share karein apne feedbacks comme…
  continue reading
 
Iss kahani main hum janenge do dosto ke bare main jo dharm se to alag hain par dil se nahi,jinke pasand toh alag the par man nahi,aise dosti jo ki pidhiyon tak chali ,esi dosti jiski logon ne kasmein khate the.Toh aaiye jante hai iss dosti ke bare main aur bhi zyada nazdeek se or share karein apni dosti ke kisse iss episode ke comment section main.…
  continue reading
 
Ye kahani hai ‘’Goribee’’ ke baare main jo bachpan se hi behad khoobsoorat thi.Unki shadi bahut hi kam umr main hone ke bawjood kyun unka pati unka ghoonghat uthane ke liye apne marne ke samay par manta hai?Aakhir kya tha unke pati ke man main?Aaiye jaante hai iske piche ki hakeekar ko sirf ‘’Audio Pitara’’ par aur batayein humein apne man ki baat …
  continue reading
 
Iss baar Ismat Chugtayii ne apni zindagi me beeti kuch ghatnao ko humare sath share kiya hai ,Iss episode main unhone bataya apne sath hue hadse ke bare main jo ki bas ek bachpan ki kadwi yaad ban kar reh gayi. kahani hai ''Begumjaan'' ke bare main jise Ismat Chugtayi ne jitna nek-dil samjha wo utni hi raazon se bhari nikli.Agar aapk bhi janana hai…
  continue reading
 
Ye kahani hai khud Ismat Chugtai ke bare main jaha unhone bataya hai apne shadi-shuda zindagi ke bare main. kyun unke pati unko pasand nahi karte the?Kyun unke pati ki hui achanak maut?Kyun log unhe khusnaseeb kehte the?Aaiye jante hai iss kahani ko detail main sirf ''Audio Pitara'' pe aur share kariye aapki zindagi ke kisse humare sath iss episode…
  continue reading
 
Aaj ki kahani main hum janenge ''Saleem'' aur ''Rafeeka'' ke pyar ke bare main jinki mulakat delhi festival main hoti hai.Wo dono aage chal kar shadi bhi kar lete hain,sab achha chal raha tha lakin suspense to tab aata hai jab Rafeeka pregnent hoti hai or Saleem kehta hai ki ye uska bachha nahi hai. Aaaiye jante hain kyu Saleem ne kiya esa react or…
  continue reading
 
Iss kahani main hum janenge ''Saleema Khatoon ''ke bare main jo apne pati se behad pyar karti hain.Itne pyaar ke baad bhi uska pati usse jhagre karta, aur ek din usne gusse main Saleema pe hath utana chaha,Par iss baar Saleema chup nahi baithi aur usne kiya uspe palatvaar.Jannana hai aage kya hua? To bane rahiye iss kahani ke end tak or share kare …
  continue reading
 
Dosti jaat-paat ,dharm, piase dekh kar nahi ki jati hai,aur kuch ese hi chezo se pare thi Nizhat, Salma aur Rasoolan ki dosti.Kehne ko to rasoolan naukarni thi par use kabhi uss tarah ka mehhsoos nahi karaya gaya, par iss baar Rasloon ke haathon ho gayi hai bahut badi galati jise lekar wo teeno dost ghabrayi hui hain .Agar aapko janana hai ki wo ga…
  continue reading
 
Aaj ki kahani hai'' Lajoo'' ke bare main jise sharm,laaj,haya se door-door tak matlab nahi tha.Bachpan se hi dusron ke ghar kaam karke wo apni zindagi kaat rahi thi. Fir uski zindagi main aate hai ''Mirza'' jinke liye wo sirf naukraani nahi balki ek achhi ladki bhi thi.Mirza ne uske samne usse shadi karne ki chah rakhi, ab kya hoga Lajoo ka jawab ?…
  continue reading
 
बचपन से ही वो मोटापे, बीमारी, बॉडी शेमिंग से जूझ रहा था। घरवालों के लिए वो एक खोटा सिक्का था। पर एक दोस्त की बात ने बदल दी उसकी ज़िंदगी। फिर अपने जुनून के दम पर उसने खड़ी कर दी 100 करोड़ की कंपनी... FAT to FITTR Follow us on: Facebook: https://www.facebook.com/zindagiwithricha Twitter: https://twitter.com/zindagiwidricha Instagram: https://www.inst…
  continue reading
 
उसके लिए जीवन संघर्ष की दास्तां रहा... लेकिन उसकी हिम्मत ने रास्ते में आने वाली सभी बाधाओं को तोड़ दिया। सब्जी बेचने वाले की बेटी बन गई "Rising Star of the Year" Follow us on: Facebook: https://www.facebook.com/zindagiwithricha Twitter: https://twitter.com/zindagiwidricha Instagram: https://www.instagram.com/zindagiwithricha Follow Richa Anirudh Fa…
  continue reading
 
“Anokhi” seher se gaav laut aata hai or sabhi gaavwalon ko seher ke tor tarike mirch masala dalkar batata hai, jisse gaavwalon anokhi ko school me angrezi master banate hai. Fhir uske baad Anokhi, kitna angreji bol pata hai woh tho aapko episode sunkar hi pata chalega. Tho school ke pehle hi din anokhi bhaiya ke sath kya hoga? Aur purane angrezi ma…
  continue reading
 
Gaon ka iklauta naai, margaya aisi afwaah chai. Ab gaonwale apne baal kis se katvayenge? Aakhir Prem naai ki maut par kaisi hogi goanwalo ki situation? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” sirf Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor batayein aur aapke dosto ko zyada …
  continue reading
 
Gaon ke chauraahe ki diwaar par kisi ne laga diya poster jipar likha tha “Are ek se kya hoga”. kisne lagaya , kyun lagaya , iska matlab kya hai, gaon mein kisi ko nahin pata ... Kya hoga Gaonwalon ka reaction? ek se kya hoga ke kitne matlab nikaale gaon walon ne ? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” S…
  continue reading
 
Barish ki wajah se tehas nehas hogayi gaon ki sadke. Sabhi gaonwale naye Sarpanch Bablu par bhadke. Kya bablu sarpanch ne gaonwale ke shikayaton ka nikala koi hal? Kya gajabpur ke sadak ka hua niraman? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comme…
  continue reading
 
Gajabpur mein hogi Sangeet pratiyogta, Goan ke sangeet maharaj Jharokhadas ka mann khat khat khatakta. Aakhir kya wajah hogi sangeet ke guru ke khatkne ki? Kya gaon mein pratiyogta safal hogi? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara majjedaar show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comm…
  continue reading
 
Bhang ke nashe mein gaonwalein hogaye tun, Aur goonji pure gaon me chori-kaand ki dhun. Aakhir kon hoga gazabpur ka chor? Kya chor ne bhang ke nashe mein gire gaonwalon ka faida utha kar choriya ki? Jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor ba…
  continue reading
 
Daud mein khudke gaon ka bhaisa gaonwalon ne na bhagaya, laalach mein Bablu sarpanch ko videshi bhaisa ke chakkar mein daav par lagaya. Aakhir kyu gaonwalone apna bhaisa daud mein na bhagane ka faisla kiya? Kya gajabpur gaon ko bhaisa daud mein jeet mili? jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aa…
  continue reading
 
Abhaga Prasad ne teesri shaadi ke baad bachche ki umeed payi. Phir bengali doctor ki khai dawai aur direct duniya se hawa hawai. Ab aakhir kya wajah hogi Abhaga Prasad ke gujarne ki? Abhaga Prasad ki mayyat par gaon walon ka kya hoga reaction? Inn sawalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitar…
  continue reading
 
Ek aisi prem kahani jo phail ke bani gaonwalon ki zubani, ye bath jab dulha dulhan ke baap ne jani dono ke sar se behgaya pani. Kya yeh vivah sahi se nipat jayega? Aakhir kyu dulha dulhan ke baap is rishte se naraj ? Jannein ke liye suniye humara gajab show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye commen…
  continue reading
 
Loading …

त्वरित संदर्भ मार्गदर्शिका