Toh सार्वजनिक
[search 0]
अधिक
Download the App!
show episodes
 
Prastut karte hain “Sampoorna Panchtantra” jo ki likhi gayi hai bahut hi mashoor lekhak “Vishnu Sharma” ke dwara, aur jismein aawaz diya hai “Rhicha Vyas” ne. Toh taiyaar ho jaiye ek jadui yatra ke liye jahan hain bahut sari interesting kahaniyan, aur sath hi sath gyan aur manoranjan bhi. Toh der kis baat ki,abhi shuru kariye sunana “Sampoorn Panchatantra” sirf “Audio Pitara” par sunana zaroori hai. #audiopitara #sunnazaroorihai #panchatantra #stories #magical #characters #knowledge #enterta ...
  continue reading
 
K
Kahaniyon ka Mantra
Series avatar that links to series page

1
Kahaniyon ka Mantra

MnM Talkies

Unsubscribe
Unsubscribe
साप्ताहिक
 
Kahaniyon Ka Mantra, humare aur aapke zindagi ke panno ke, kuch aisi kahaniyan, jo aapke dilon ko choo jaaye, aapke chehre pe muskaan laaye, jo aapko hasaaye bhi aur rulaye bhi...jo aapko aapke kal, aaj aur kal se milaye bhi. Baniye in kahaniyon ka hissa Mantra ke mantramugdh karne wali awaaz ke saath. Awaaz ka yeh jaadugar aapko lekar jaayega kahaniyon ki aisi duniya mein jahan aap kho jayenge. Toh tayyar ho jaiye kahaniyon ka hissa banne ke liye. Ek MnM Original, 'Kahaniyon Ka Mantra'. Mil ...
  continue reading
 
Dosto saawan ke mausam me badloo se har ek bund ishq bankar barasta hai, audio pitara laya hain aapke liye aisi barish ki love stories, jisse aap relate karoge aur phir ek baar aapka dil ye kahani sunkar dhadakne lagega pyaar ke liye. Iss show ke writer hai Ajinkya Marchande aur Aawaz di hai Amit Deondi ne aur sath diya hai Shambhavi pandey ne. Toh der kis baat ki dosto mausam ke maje lete hue suniye “Saawan Barse Dil Tarse” sirf Audiopitara par. #audiopitara #sunnazaroorihai #love #story #s ...
  continue reading
 
"Sarvshreshtha Kahaniyan" by Jai Shankar Prasad, Prasiddh hindi kahaniyon ka sangrah hai, jisme bhavnao, rishtey aur samajik mudde ko bataya gaya hai .Vibhinn vyaktiyon, pyaar, haar, aur samajik nyay jaise vishayon par dhyan diya gaya hai. Toh der kis baat ki? abhi shuru kariye sunana “Sarvshreshth kahaniyan” sirf “Audio Pitara” par. #hindi #shortstories #emotions #relationships #societal #issues #audiopitara #sunnazaroorihai #sarvshreshthkahaniyan
  continue reading
 
आज की तारीख में अच्छा काम करके अच्छा पैसा कमाना काफ़ी नहीं है। अच्छी जिंदगीके लिए चाहिए आप उस पैसे को काम पर कैसे लगाते हैं, ताकि वो आप के लिए और पैसा कमाकर लाएगा। अर्थात आप समझदारी से और होशियारी से निवेश कैसे करते हैं। पैसे के निवेश के यानी के इन्वेस्टमेंट के कई सारे रास्ते हैं। अगर इन सारे रास्तों के गाईड्स आप को एक जगह मिल जाते हैं, तो आपको ज़रूर अच्छा लगेगा? इसीलिए श्रुतकीर्ती निर्मिती एक ऐसा पॉडकास्ट लेकर आए हैं, जो आप को बताएगा, कब कहां कितने समय तक कितना निवेश करना चाहिए, और किसने कर ...
  continue reading
 
P
Pauranik Kathayen
Series avatar that links to series page

1
Pauranik Kathayen

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
रोज
 
Aaj hum lekar aaye hai iss baar aapke liye “Pauranik kathayen’’ jahan aap sunenge hindu Dharm ke Devi-devtaon ke bare main, aur janenge unse judi kuch adbhut kahaniyaan, aur sath hi sath samjhenge unka mahatva humarein jeevan main. Toh abhi shuru kariye sunna aur janiye humare devtraaon ke bare main visaar main. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Team
  continue reading
 
G
Ghost Series
Series avatar that links to series pageSeries avatar that links to series page

1
Ghost Series

Abhishek Sharma

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Hello mere pyare doston aur mere channel par ane wale new subscribers..humare podcast par apko paranormal activities se related jaankari aur naye naye darawne kisse sunne ko milenge..! Toh agar ap ese hi kisi cheez mein interested h to humare podcast ko share aur follow zarur karein.! Instagram:- https://www.instagram.com/ghostseries147/ For BUSINESS ENQUIRY - contact me at - trueanimatedhorror@gmail.com
  continue reading
 
Yeh kahani hai teen navyuvak aur unke love triangle ke bare main, jahan do dost kar baithe hain ek hi ladki se pyaar, aakhir kise chunegi wo ladki? Kise dena hoga apne pyaar ka balidan? Yeh sunne mein jitna confusing hai utna hi zyada interesting bhi, aur yeh series hai ek aise hi love triangle story ke bare main jo ki inspired hai ek bahut hi prasidh upanyas “Grihdah” se, jo likhi gayi hai bahut hi vikhyaat upanyaskar aur lekhak “Sarat Chandra ji” ke dwara, toh der kis baat ki shuru kijiye ...
  continue reading
 
Paish hai aapke liye brand new series ‘’Pratinidhi kahaniyan’’ jo likhi gayi hain ek bahut hi jaani-maani lekhika, upanyaskar,aur bahut hi achhi film nirmata Ismat Chugtai dwara. Iss series main honge 14 interesting episodes jisme aap janenge muslim dharm ke bare main,lekhika ke jeewan ke baare main aur bhi bahut kuch khaas, toh rukna kisliye? Shuru kariye sari sunana or janiye Ismat Chugtai ke bare main sirf ‘’Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on ...
  continue reading
 
"Raghupati Raghav Raja Ram" ek aisa bhajan jo ki hum sab apne bachpan se hi sunte aa rahe hain. Ek aisa bhajan jo shri Ram ji ki mahima aur pooja ko samarpit hai. Iss bhajan mein bhagwan ke vibhinn naamon ke baare mein bataya gaya hai, aur unke mahima ka gungaan kiya gaya hai. Toh abhi shuru kariye sunana ye powerful bhajan aur paiye har prakar ke dukh aur pareshaniyon se mukti sirf "AudioPitara" par. Audio Credits : - Singer : Ishita Gadariya Music : VSN Tiwari Recored by : Nikul Sabalpara ...
  continue reading
 
Swagat hai aapka humare finance investment show “Chedilal Ghar Jode” mein. Yeh show mein Retire Chedilal apne aas paas ke logo ko unsuni investment scheme batate hain, jisse log usse apply karke apna nuksaan bachate hai. Kuch aisi aisi scheme iss show mein batayi gayi hai jisse aap sabhi sunkar shock ho jayenge aur apni investment planning ke bare mein zaroor sochenge, toh der kis baat ki dosto abhi jakar suniye “Chedilal Ghar Jode” jiske writer hai Sachin Kumar Srivastava. Iss show ko apne ...
  continue reading
 
बालगीत हो या पंचतंत्र की कहानियाँ, मशहूर शायरों के ग़ज़ल-ए- कलाम हो या कवियों की काव्यंजलियां, सामाजिक किस्से हो या दादी-नानी की कहानियाँ, कुछ सुनी और अनसुनी कृतियों के साथ आते रहेंगे हर बार करते रहेंगे PODCASTS, Spotify से आशुतोष का सलाम-ए-नमस्कार....
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Jabhi bhi dhol tashe ki awaaz aati hai toh pure sheher ko pata chal jata hai ke koun aane wala hai. Vighnaharta jo taklifon ko durr bhagata hai, Devon ka Dev jo bhakton ko khub lubhata hai, ganpati bappa jo bhakton ke dilon pe raaj karta hai.. aaj ki kahani unhi bhakton ki hai aur unn bhakton ke bhakti ki. Aaj ki kahani hai Mumbai ke ek chote se ar…
  continue reading
 
Zindagi ke Safar mein kabhi-kabhi aise mod aa jaate hain ki jeena chhod dena hi best option lagta hai. Par aisa hota nahi hai. Kyunki asliyat mein, zindagi ko khulkar jeena hi hota hai best option. Aur Kanpur mein rahne wale Amar Shukla aaj yahi seekhne wale hain. Kaise? Yeh jaan’ne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki World Suicide Prevention Day…
  continue reading
 
Teachers day ke pe nanha Viaan khona nahi chahta ye mauka. Chahta hai wo kuch aisa karna ki use bhi mil jaye koi taufa. Lekin aisa kya karega Viaan, Janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ka ye Teacher’s Day special episode – Nanhe Masterjiद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Navin apni behen Sonia ki raksha ki kasam, Par unki behen Sonia ko hi karna padta hai unto bachane ka jatan. Kaun hai kiska protector- among this Bhai and behen? Listen to know in today’s story of Kahaniyon Ka Mantra : Bhai, Behen Aur Kasam !द्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Baar baar din yeh aaye wala din yaani ki birthday jab bhee aata hai, bahut saare yaadgaar moments de jaata hai. Aur jab yeh birthday aapka 18th birthday ho tab toh yeh aur bhee khaas hona chahiye...nahi? Kitna khaas saabit hua yeh adult birthday humare hero ke liye...Jaan'ne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki aaj ki kahani: Happy Birthday To Me…
  continue reading
 
Ados Pados mein rehne wale Azad Miya aur Bharat Laal ke gharo ke beech hai choti ki vivadit zameen, jismein dono hi karna chahte hain kabja. Aakhir kise milegi wo zameen, janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ka ye episode – Azad Bharat ki Kahaniद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
A hotel's staff member, Aarush, who had unintentionally fallen in love with a guest named Nidhi. What is the reason behind Aarush starting to like Nidhi? Will Nidhi accept Aarush's love? Will a love story between a staff member and a guest begin? To discover the answers to all these questions, tune in to our affectionately crafted new show, 'Monsoo…
  continue reading
 
Aarav went to Kolkata to manage an event, and just before the event started, his love story began with Archita. How exactly does Aarav meet Archita? Will Aarav's love story begin in the city of Kolkata? Will Archita fall in love with a stranger? To find out the answers to all these questions, tune in to our affection-filled new show 'Saawan Barse D…
  continue reading
 
Bobby ko best friend Sunny ne de diya crush ko Love Letter likhne ka idea. Magar sick leave ki application se jyada toh aaj tak kuch likha naa tha Bobby ne. Ab kya karega Bobby, jaane ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ka ye episode – My Best Friend.द्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Wishing all the amazing, beautiful friends out there, a very happy friendship day. It's such a beautiful feeling to be bonded with those who support us through thick and thin & become our family. Such people are golden and need to be protected at all costs. Dedicating a heartfelt poem to such jewels in our lives, happy listening!🎧❤️…
  continue reading
 
Yash ki Mulaqat Riya se Goa ke beach par hoti hai jaha Riya beach par Reels pe Reels banati hai. Aakhir kis prakhar mulaqat hoti hai dono ki? Kya Yash bhi Riya ke sath Reels banata hai? Kya Yash aur Riya ki love story start hogi? Inn sare sawalo ke jawab janne ke liye suniye hamara pyaar se bhara naya show “Saawan Barse Dil Tarse” sirf Audiopitara …
  continue reading
 
Sukhveer ki mulaqat Arya se Golden Temple me iss kadar hoti hai ki Sukhveer hairan ho jata hai. Aakhir kis prakar mulaqat hoti hai Sukhveer ki Arya se? Kya Sukhveer aur Arya ki love story ki shurvaat hogi? Kya Arya ek anjaan ko apna humsathi banayegi? Janne ke liye suniye mausam ke maje lete hue “ Saawan Barse Dil Tarse” sirf Audiopitara par. Stay …
  continue reading
 
Sar se lekar paon tak barish mein bhiga akela Mohit sadak par khada mang raha hai lift. Magar kya use milegi lift, ya barish ke liye uski nafrat aur badh jayegi. Janne ke liye suniye ‘Kahaniyon Ka Mantra’ ki ye Monsoon special love story – Barish ka punchnamaद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Yeh kahani hai Mumbai ke local train ki jaha, Aakash ka second class dil Kanishka ke first class dil par aata hai. Kya Aakash kanishka se bath kar payega? Kanishka jaisi Hi-Fi ladki Aakash se bath karegi? Kya Aakash ki love story hogi puri ya rahegi adhuri? Janne ke liye suniye mausam ke maje lete hue “ Saawan Barse Dil Tarse” sirf Audiopitara par.…
  continue reading
 
Pawan ka pehla crush Divya, jo usse umar me thi badi. Kya Divya ko Pawan ke bare mein pata chalega? Kya Pawan ko apna pehla pyaar milega? Inn sare sawalo ke jawab janne ke liye suniye hamara pyaar se bhara naya show “Saawan Barse Dil Tarse” sirf Audiopitara par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @au…
  continue reading
 
Mausam vibhag mein kaam karne wale Suraj ko pata chala ek bahut hi bade tufaan ke bare mein. Shahar mein sabhi ko bataya usne magar kisi ne use seriously liya hi nahi. Ab sabhi ko kaise bachayega Suraj uss tufaan se janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ka ye episode – “Andhi Aai Hai”द्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Yeh lovestory hai 90s ki jisme Angadh aur Nisha ki aashiqui hui lonavala mein. Aakhir kaise mile Angadh aur Nisha? Kya Angadh ne Nisha ko kiya propose? Ya Nisha ne Angadh ko kiya propose? Inn sare sawalo ke jawab janne ke liye suniye hamara pyaar se bhara naya show “Saawan Barse Dil Tarse” sirf Audiopitara par. Stay Updated on our shows at audiopit…
  continue reading
 
Darshil apne sapno ko sach karne aaya ek anjaan shehar mein jaha uski love story ki hui shurvat woh bhi uske mumbai ki pehli baarish ke sath. Kya darshil ki love story hui successful? Aakhir kaise mulaqat hui darshil ki uske pehle pyaar se? Inn sawalon ke jawab janne ke liye suniye humara pyaar bhara show “Sawan Barse Dil Tarse '' sirf Audio pitara…
  continue reading
 
Gaon mein rehne wala Badku, Mukhya Mantri banne ke liye jaana chahta hai shahar. Magar tez barish kar deti hai uske irado ko beasar. Kya hoga uske safar ka manjar, janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ka ye episode – Mukhya Mantri Banna haiद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek ‘moorkh bandar’ aur ek ‘Raja’ je bare mein, jahan hum janenege ki Raja ka weh bandar bahut priya tha. Aakhir kis tarah galati se hui raja ki maut? Aur kyun kaha gaya hai humein moorkh naukar na rakhne ko? Aur kya hua fir uss bandar ke sath?Janane ke liye sunein is episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our sho…
  continue reading
 
Yahan hum janenge "Jeerdhan" naam ke baniya ke bare mein, aakhir kyun weh jana chahta tha apne desh ko chor kar dusre desh? Kyun ho gaya tha weh gareeb? Aur kisliye girvi rakha usne apna tarazu seth ke ghar? Aur seth ne kyun mana kiya tarzu dene se? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at a…
  continue reading
 
Yeh kahani hai kuch bagule aur saanp ke bare mein, Jahan hum janenge ki weh saanp bagule ke sare bache ko kha jata tha. Aakhir kyun nash karna chahta tha bagula? Aur kyun kekra ne diya galat salah bagule ko? Kyun bataya nevle ke dwara saanp ka baat? Aur aakhir kis prakar mara gaya bagula? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf ‘Audio Pit…
  continue reading
 
Yeh kahnai hai do mitra ke bare mein, jahan hum janenge ke ek mitra khud ko murk jaankar apne dost ka fayda uthana chata tha. Aakhir kyun ek mitra ne chaha apne hi mitra ko thagna? Kyun murkh mitra ne kaha duniya ghumne chalne buddhimaan mitra ko? Aur kya hua tha un dono ke jeevan mein?Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge Gauraiya ke parivaar ki bare mein, aakhir kaun tha weh bandar jo aaaya tha achank se gauraiya ke ghar? Kyun bola gauraiya ne bandar ko murkh? Kyun marna chaha bandra ne us gauraiya ko? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us…
  continue reading
 
Yeh kahani hai kuch bandaron ke bare mein, jo ki bahut muskhli se apna jeevan yapan kar rahe the. Kyun ek pakshi ne kaha bandaron ko murkh? Aur kya jawab diya budha bandar ne uss pakshi ko? Janien aakhir kya hua bandaron ke sath episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and …
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Vajradrashtra’ naam ke singh aur ‘Chaturak’ naam ke siyar ke bare mein, aakhir kyun maar dala ek oontni ko singh ne? Aur kyun oontni ke bacche ko wo le aaya jungle mein? Aur kyun naam diya Shanku singhe ne oontki ne bachhe ka? Aakhir Kyun Chaturak ne marna chaha Shanku ko? Janien inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “A…
  continue reading
 
Iss episode mein hum ‘Ajnegew’ naam ke gauriya ke bare mein, jinki kuch hi dino pehle santan ne janm liya tha. Aakhir kyun phor dala chatki ke sare ande ko weh matwala hati? Kyun badla lena chahti thi Chataki? Kyun usne chaha hathni marna? Janane ke liye sunein is episode ke end tak sif “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.c…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge teen machliyon ke bare mein, jahan hum sunenge ki kuch machure karna chah rhe the unka haran. Kyun dar gayi thi talab ki sari machali? Kyun dusre talab mein bhag jana chahti thi weh teen machliyan? Kya weh sab bach gayi ya mari gayi Machuare ke dwara? Janane ke liye sunein iss episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Kambugreev’ naam ke kachua ke bare mein, jahan do hans bhai the unke dost. Aakhir kya hua jab talab ka jal sukhne laga? Aur kya salaah diya Kabugreev ne un dono hans bhai ko? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTu…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Tithari’ pati patni ke bare mein, jahan hum sunenge Tithari kyun janm nahi dena chahti thi apne bachhe ko samundra ke pass? Aakhir kyun uske pati ne nahi maani uski baat? Kya weh bachha janm le paya sahi tareeke se ya hui thi mushkilein uske janm ke wqkt? Aakhir kese hua Tithari ke ahankaar ka aant? Janane ke liye sune…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Madotkat’ naam ke singh ke bare mein, aakhir kyun weh pata lagana chahta tha oont ke bare mein? Kyun use bola gaya oont ko maar dalne ke liye? Kya weh oont mara gaya ya weh bach gaya? Janein inn sare sawalo ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram a…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Chadrav’ naam ke siyar ke bare mein. Jahan hum sunenge ki uske piche gaon ke kutte par gaye the. Aakhir kyun unn kutton ne samjha uss siyar ko gidar? Kyun jangal ke jeev dar rahe the ‘Vhandrav’ se? Kyun bola uss siyar ne khud ko raja aur kaha jhuth sare jungle wale se? Kya uski chori pakri gayi ya wo ban gaya raja pure…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek raja ke bare mein, jahan hum janenge ek joo ke bare mein jo unka khoon peekar jevan yapan karti thi. ‘Agnimukh’ naam ka khatmal aaya aur unse sawal kiya uske jevan ke bare mein. Aakhir kyun manga usne joo se raja ka khoon peene ka sehmati? Aur kya jawab diya joo ne khatmal ke iss agrah ka? Janane ke liye suniye iss e…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Bhasurak’ naam ke singh ke bare mein, jahan hum sunenge uske raja hone ki wajah se jungle ke sabhi janvar ko pareshna karne wale swahav ke bare main. Aakhir kaun tha weh janvar jisne bachaya baki janwar ki jaan jane se? Aur kis taraj se hui Bhasurak ki maut? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek budhe mendhak ke bare mein, jahan weh bahut asamrth ho jata hai apne liye bhojan dhoondne mein. Aakhir kyun liya tha usne vrat khud ke mrityu ka? Aur kyun kenkre ne maangi unse madad? Aisa kya kaha tha uss mendhak ne jo ki talab ke sabhi jeev dar gaye the? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek kaowa aur uski patni ke bare mein, jahan hum janenge ki aakhir kisse the weh dono pareshan? Aakhir kaun kha jata tha unke bachhe? Aur kya salah di siyaar ne undono ko?Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitar…
  continue reading
 
Iss episode mein hum sunenge do doston ki kahani, jinmein se ek Julaha hota hai aur ek Barahi. Aur Julaha ko ho jaata hai pyar waha ke Rajkumari se? Kya use Rajkumari mil pati hai? Aur kyun Rajkumari ke pita ko hua ghamand apni beti par? Aur kyun weh Julaha jese sadharan se vyakti ko maan baithe bhagwan ka roop? Janein inn sare sawalon ka jawab epi…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek "Devsharma" naam ke sanyasi ke bare mein, jahan hum janenge unka dhan ko lekar lobh hone ke piche ke raaz. Aakhir kyun unka shishya unke padhan ko chori kar ke bhag gaye? Aur kyun ek pati ne chaha apni h patni ka naam katna? Inn swaloon ka jawab janane ke liye sunein iss episode koe nd tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Dantil’ naam ke dhanwan vykati ke bare mein, jo ameer hone ke saath saath raja ka priya bhi tha. Aakhir kyun Dantil ne ‘Gaurambh’ ko dhakka mara? Kyun Raja ne band kiya Dantil se baat karna? Aakhir kya tha Raja ke mann mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek ‘Gumayu’ naam ke siyar ke bare mein, jahan hum samjhnege ki aakhir kyun weh nagada ki awaz sunkar vyaakul ho utha? Kyun gusse mein aakar usne tod dala uss nagada ko? Aakhir kyun usne khud bajana chaha nagada? Aur aakhir kyun ‘Pinglak’ chip raha tha Damnat se? Janiye inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek ‘Gumayu’ naam ke siyar ke bare mein, jahan hum samjhnege ki aakhir kyun weh nagada ki awaz sunkar vyaakul ho utha? Kyun gusse mein aakar usne tod dala uss nagada ko? Aakhir kyun usne khud bajana chaha nagada? Aur aakhir kyun ‘Pinglak’ chip raha tha Damnat se? Janiye inn saare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pit…
  continue reading
 
Pehla Tantra ke introduction mein hum janenge 5 Pehla ke bare mein, aur sath hi sath sunenge ‘Vardhmaan’ naam ke baniya ke bare mein ek kahani. Aakhir kya thi us baniye ki uske dharm ko leke soch? Kyun wo samajhta tha paise ko sabse mahatvapurn? Aakhir kya tha uss Baniya ke man mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” …
  continue reading
 
Mumbai ke Lalbaug Ganpati Bappa ke yahaan Rihaan ke darshan bhagwan ke sath uski sanam Purva ke bhi hue. Kya Rihaan ne Purva se baat ki? Kya Rihaan aur Purva ki love story shuru hogi? Kya iss mausam me do dilo ko milan hoga? Janane ke liye suniye Pyaar bhara show “Saawan Barse Dil Tarse” sirf "Audio Pitara" par aur share kijiye comments mein aapki …
  continue reading
 
Aaj hum janenge kunti putra Arjun ke bare main, jo har kaarya main nipun the. Aaj hum ye bhi jaanenge ki unke asli pita kaun the? Aur kyun unko nahi pasand the Karan? Indra se unka kya rishta tha? Kaisa tha unka bachpan aur kaise vyateet kiya unhone apna jeevan sirf iss “Audio Pitara” par aur share karein apni favourite story Mahabharat ke kaal ki …
  continue reading
 
Ek anjaan sehar or anjaan bhasa banjati hai Shailendra ke liye Pyaar ki bhasha jab uski mulaqat hoti hai Nandini se. Aakhir kaise Shailendra or Nandini ki mulaqat hoti hai? Kya Nandini ko bhi Shailendra se pyaar hota hai? Shailendra kyu ek anjaan sehar me jata hai? Inn sare sawalo ke jawab janne ke liye suniye hamara pyaar se bhara naya show “Saawa…
  continue reading
 
Yeh kahani hai Mahabharat kaal ki jisme hum jaanenge ki aakhir kyun guru Dronacharya ne manga Raja Draupad ki haar? Kyun hua Kaurav aur Paandav ka yudh raja Daupad ke sath?Kyun nahi sweekara tha Raja Draupad ne Drauncharya ka mitra prastav janiye sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and Y…
  continue reading
 
Subah sokar utho, aur agar barish ho rahi ho, toh office jana toh dur, bed se uthne ka bhi dil nahi karta Pappu ne bhi dil ki suni aur nahi gaya office. Magar fir ghar par kya hua uske sath, janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ka ye episode – Barish ka Bahanaद्वारा MnM Talkies
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek brahman navyuvak aur ek khoobsoorat Vaishya Roopnika ke bare main. Aakhir kyun diya aamantran Roopnika ne lauhwaas ko? Akhir kaise hui wo apne maa ke virudh? Aakhir kya hua baad main Roopnika aur Laujang ke sath? Jaaniye inn saare sawaalon ka jawab sirf sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and foll…
  continue reading
 
Bhagwan shiv aur bhagwan Vishnu poojniya devta ke sath-sath achhe mitra bhi the. Ek din undono ne ek dusre ko zid kiya apne nivaas chalne ko. Dono ek dusre ko mana rahe the, aakhir kisne kiya nishchay ki kinhe kaha prasthan karna chaiye? Inn saare sawaalon ka jawab milega aapko iss episode mein isiliye bane rahiye anth tak sirf “Audio Pitara” par. …
  continue reading
 
Aaj ki kahani hai Raja Uprichar aur Rani Girika ke bare main, jinki putri rajvansh ki hoti hui bhi rahi ek machuaare ghar main. Kya aapko janana hai ki aakhir unhone kaise janm diya Ved-Vyas ji ko? Aakhir kaun the Ved-Vyas ke pita? Kyun janm ke baad Ved -Vyas thap ke liye chale gaye? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara’’…
  continue reading
 
Loading …

त्वरित संदर्भ मार्गदर्शिका