Tantra सार्वजनिक
[search 0]
अधिक
Download the App!
show episodes
 
Artwork

1
Sampoorn Panchatantra : Dusra Tantra : (Mitra Samprapti)

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Sampoorn Panchatantra ke dusare tantra mein humein bataya gaya hai ‘Mitra Samprapti’ ka asli matlab. Kya hoti hai sachi dosti aur kise kaha jata hai sachha dost. Aaiye sunte hein ek aise tantra ke bare mein jahan aapko milegi sahchi dosti ki kahaniyan.Toh abhi shuru kariye sunna yeh mazedaar kahaniyan sirf “Audio Pitara” par. #audiopitara #sunnazaroorihai #stories #friends #audiobook #hindi #realfriendship #friendship #book #religion #spirituality #hinduism
  continue reading
 
Artwork

1
Complete Panchatantra : Pehla Tantra (Mitrabhed)

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Prastut karte hain “Sampoorna Panchtantra” jo ki likhi gayi hai bahut hi mashoor lekhak “Vishnu Sharma” ke dwara, aur jismein aawaz diya hai “Rhicha Vyas” ne. Toh taiyaar ho jaiye ek jadui yatra ke liye jahan hain bahut sari interesting kahaniyan, aur sath hi sath gyan aur manoranjan bhi. Toh der kis baat ki,abhi shuru kariye sunana “Sampoorn Panchatantra” sirf “Audio Pitara” par sunana zaroori hai. #audiopitara #sunnazaroorihai #panchatantra #stories #magical #characters #knowledge #enterta ...
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Yeh kahani hai ek bail ke bare mein, jahan hum sunenge ek ‘Pralobhak’ naam ke siyar ki kahani. Aakhir kyun siyar ki patni ne kaha apne pati ko bail ka picha karne ke liye? Aakhir kya hua uss bail ke sath aur kyun krodhit ho gayi siyar ki patni uske upar? Janein inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopit…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Semilak’ naam ke julahe ke bare mein, jahan hum janenge ki aakhir kyun kama pata tha weh baki julahe se bahut kam? Dhan kamane ke liye woh dusari jagah jaane ke liye tyaar ho gaya tha lekin aakhir kaise samjahya uske patni ne sahi dhan ka arth ki woh ruk gaya. Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Sta…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Sagardatt’ naam ke vaishya ke bare mein, jahan hum janenge ki aakhir kyun hua weh gussa apne bete se ki use ghar se hi nikal diya? Kya hua hoga Sagardatt ke bete ka haal ghar se nikalne ke baad? Inn sare sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ko end tak Sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.co…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek ‘shikari’ ke bare mein, jahan weh jata hai shikar karne jungle mein. Aakhir kaise hui uss shikari ki maut? Aur kyun siyar khush ho raha tha shikari ki maut se? Inn sare sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek aise pujari ke bare mein,jo karta tha ishwar par kafi vishwas. Lekin uski patni humesha use khadi-khoti sunati rehti thi. Kyun karti thi weh itni shikayatein? Aur aakhir kaise kiya uss pujari ne apni patni ka gussa shant? Inn sare sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. …
  continue reading
 
Yahan hum janenge ‘Tamrachor’ naam ke sanyasi ke bare mein, jahan hum sunenge uski din charya ke bare mein. Aakhir kyun aaya tha ‘Brahastapik’ naam ka mitra uske ghar? Aakhir kya bataya dharm ke bare mein Brahastapik ne? Janane ke liye sunie iss episode ke end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us o…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek kauwe ke bare mein jo de raha tha chetawni baki janvaron ko. Aakhir kya thi weh chetavni? Aur kaun thai Raja “Chitragreev” jisne kiya bahut sare janwaron ka shikar? Inn sawalon ka jawab janane ke liye suniye “Audio Pitara”. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - …
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek ‘moorkh bandar’ aur ek ‘Raja’ je bare mein, jahan hum janenege ki Raja ka weh bandar bahut priya tha. Aakhir kis tarah galati se hui raja ki maut? Aur kyun kaha gaya hai humein moorkh naukar na rakhne ko? Aur kya hua fir uss bandar ke sath?Janane ke liye sunein is episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our sho…
  continue reading
 
Yahan hum janenge "Jeerdhan" naam ke baniya ke bare mein, aakhir kyun weh jana chahta tha apne desh ko chor kar dusre desh? Kyun ho gaya tha weh gareeb? Aur kisliye girvi rakha usne apna tarazu seth ke ghar? Aur seth ne kyun mana kiya tarzu dene se? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at a…
  continue reading
 
Yeh kahani hai kuch bagule aur saanp ke bare mein, Jahan hum janenge ki weh saanp bagule ke sare bache ko kha jata tha. Aakhir kyun nash karna chahta tha bagula? Aur kyun kekra ne diya galat salah bagule ko? Kyun bataya nevle ke dwara saanp ka baat? Aur aakhir kis prakar mara gaya bagula? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf ‘Audio Pit…
  continue reading
 
Yeh kahnai hai do mitra ke bare mein, jahan hum janenge ke ek mitra khud ko murk jaankar apne dost ka fayda uthana chata tha. Aakhir kyun ek mitra ne chaha apne hi mitra ko thagna? Kyun murkh mitra ne kaha duniya ghumne chalne buddhimaan mitra ko? Aur kya hua tha un dono ke jeevan mein?Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge Gauraiya ke parivaar ki bare mein, aakhir kaun tha weh bandar jo aaaya tha achank se gauraiya ke ghar? Kyun bola gauraiya ne bandar ko murkh? Kyun marna chaha bandra ne us gauraiya ko? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us…
  continue reading
 
Yeh kahani hai kuch bandaron ke bare mein, jo ki bahut muskhli se apna jeevan yapan kar rahe the. Kyun ek pakshi ne kaha bandaron ko murkh? Aur kya jawab diya budha bandar ne uss pakshi ko? Janien aakhir kya hua bandaron ke sath episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and …
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Vajradrashtra’ naam ke singh aur ‘Chaturak’ naam ke siyar ke bare mein, aakhir kyun maar dala ek oontni ko singh ne? Aur kyun oontni ke bacche ko wo le aaya jungle mein? Aur kyun naam diya Shanku singhe ne oontki ne bachhe ka? Aakhir Kyun Chaturak ne marna chaha Shanku ko? Janien inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “A…
  continue reading
 
Iss episode mein hum ‘Ajnegew’ naam ke gauriya ke bare mein, jinki kuch hi dino pehle santan ne janm liya tha. Aakhir kyun phor dala chatki ke sare ande ko weh matwala hati? Kyun badla lena chahti thi Chataki? Kyun usne chaha hathni marna? Janane ke liye sunein is episode ke end tak sif “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.c…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge teen machliyon ke bare mein, jahan hum sunenge ki kuch machure karna chah rhe the unka haran. Kyun dar gayi thi talab ki sari machali? Kyun dusre talab mein bhag jana chahti thi weh teen machliyan? Kya weh sab bach gayi ya mari gayi Machuare ke dwara? Janane ke liye sunein iss episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Kambugreev’ naam ke kachua ke bare mein, jahan do hans bhai the unke dost. Aakhir kya hua jab talab ka jal sukhne laga? Aur kya salaah diya Kabugreev ne un dono hans bhai ko? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTu…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Tithari’ pati patni ke bare mein, jahan hum sunenge Tithari kyun janm nahi dena chahti thi apne bachhe ko samundra ke pass? Aakhir kyun uske pati ne nahi maani uski baat? Kya weh bachha janm le paya sahi tareeke se ya hui thi mushkilein uske janm ke wqkt? Aakhir kese hua Tithari ke ahankaar ka aant? Janane ke liye sune…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Madotkat’ naam ke singh ke bare mein, aakhir kyun weh pata lagana chahta tha oont ke bare mein? Kyun use bola gaya oont ko maar dalne ke liye? Kya weh oont mara gaya ya weh bach gaya? Janein inn sare sawalo ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram a…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Chadrav’ naam ke siyar ke bare mein. Jahan hum sunenge ki uske piche gaon ke kutte par gaye the. Aakhir kyun unn kutton ne samjha uss siyar ko gidar? Kyun jangal ke jeev dar rahe the ‘Vhandrav’ se? Kyun bola uss siyar ne khud ko raja aur kaha jhuth sare jungle wale se? Kya uski chori pakri gayi ya wo ban gaya raja pure…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek raja ke bare mein, jahan hum janenge ek joo ke bare mein jo unka khoon peekar jevan yapan karti thi. ‘Agnimukh’ naam ka khatmal aaya aur unse sawal kiya uske jevan ke bare mein. Aakhir kyun manga usne joo se raja ka khoon peene ka sehmati? Aur kya jawab diya joo ne khatmal ke iss agrah ka? Janane ke liye suniye iss e…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Bhasurak’ naam ke singh ke bare mein, jahan hum sunenge uske raja hone ki wajah se jungle ke sabhi janvar ko pareshna karne wale swahav ke bare main. Aakhir kaun tha weh janvar jisne bachaya baki janwar ki jaan jane se? Aur kis taraj se hui Bhasurak ki maut? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek budhe mendhak ke bare mein, jahan weh bahut asamrth ho jata hai apne liye bhojan dhoondne mein. Aakhir kyun liya tha usne vrat khud ke mrityu ka? Aur kyun kenkre ne maangi unse madad? Aisa kya kaha tha uss mendhak ne jo ki talab ke sabhi jeev dar gaye the? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek kaowa aur uski patni ke bare mein, jahan hum janenge ki aakhir kisse the weh dono pareshan? Aakhir kaun kha jata tha unke bachhe? Aur kya salah di siyaar ne undono ko?Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitar…
  continue reading
 
Iss episode mein hum sunenge do doston ki kahani, jinmein se ek Julaha hota hai aur ek Barahi. Aur Julaha ko ho jaata hai pyar waha ke Rajkumari se? Kya use Rajkumari mil pati hai? Aur kyun Rajkumari ke pita ko hua ghamand apni beti par? Aur kyun weh Julaha jese sadharan se vyakti ko maan baithe bhagwan ka roop? Janein inn sare sawalon ka jawab epi…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek "Devsharma" naam ke sanyasi ke bare mein, jahan hum janenge unka dhan ko lekar lobh hone ke piche ke raaz. Aakhir kyun unka shishya unke padhan ko chori kar ke bhag gaye? Aur kyun ek pati ne chaha apni h patni ka naam katna? Inn swaloon ka jawab janane ke liye sunein iss episode koe nd tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Dantil’ naam ke dhanwan vykati ke bare mein, jo ameer hone ke saath saath raja ka priya bhi tha. Aakhir kyun Dantil ne ‘Gaurambh’ ko dhakka mara? Kyun Raja ne band kiya Dantil se baat karna? Aakhir kya tha Raja ke mann mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek ‘Gumayu’ naam ke siyar ke bare mein, jahan hum samjhnege ki aakhir kyun weh nagada ki awaz sunkar vyaakul ho utha? Kyun gusse mein aakar usne tod dala uss nagada ko? Aakhir kyun usne khud bajana chaha nagada? Aur aakhir kyun ‘Pinglak’ chip raha tha Damnat se? Janiye inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek ‘Gumayu’ naam ke siyar ke bare mein, jahan hum samjhnege ki aakhir kyun weh nagada ki awaz sunkar vyaakul ho utha? Kyun gusse mein aakar usne tod dala uss nagada ko? Aakhir kyun usne khud bajana chaha nagada? Aur aakhir kyun ‘Pinglak’ chip raha tha Damnat se? Janiye inn saare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pit…
  continue reading
 
Pehla Tantra ke introduction mein hum janenge 5 Pehla ke bare mein, aur sath hi sath sunenge ‘Vardhmaan’ naam ke baniya ke bare mein ek kahani. Aakhir kya thi us baniye ki uske dharm ko leke soch? Kyun wo samajhta tha paise ko sabse mahatvapurn? Aakhir kya tha uss Baniya ke man mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” …
  continue reading
 
Loading …

त्वरित संदर्भ मार्गदर्शिका