Savings सार्वजनिक
[search 0]
अधिक
Download the App!
show episodes
 
Artwork

1
Chedilal Ke Kisse (Smart Savings) Comedy Stories of India

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Swagat hai aapka humare finance investment show “Chedilal Ghar Jode” mein. Yeh show mein Retire Chedilal apne aas paas ke logo ko unsuni investment scheme batate hain, jisse log usse apply karke apna nuksaan bachate hai. Kuch aisi aisi scheme iss show mein batayi gayi hai jisse aap sabhi sunkar shock ho jayenge aur apni investment planning ke bare mein zaroor sochenge, toh der kis baat ki dosto abhi jakar suniye “Chedilal Ghar Jode” jiske writer hai Sachin Kumar Srivastava. Iss show ko apne ...
  continue reading
 
Aaiye yahan har hafte, aur suniye darr ka ek naya afsaana. Duur daraaz ke gaanvon, ghane jungalon aur sunsaan haveliyon mein nahin, kuch bhoot-bhootniyaan rehte hain shehari ilaakon mein. Cafes, gharon, aur galiyon-mohallon mein rehte hain vo – insaanon ke saath, unke aas-paas. Aur jab jab in bhooton ka insaanon se saamna hota hai, tab tab banti hai ek daravani, khatarnak, aur rooh kanpa dene wali – Bhoot Bhulaiya. "Bhoot Bhulaiya", Jatin Bhasin ke Viral Tweets par aadhaarit ek Hindi Podcast ...
  continue reading
 
Artwork

1
PSA

mi ARM

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Mi ARM-(Mi Academy of Radio Management): We are South Asia's first broadcast school, designed to train people to fit into various Radio Management roles, whether you want to be an RJ or Program Director, a Producer or Music Manager, all radio dreams lead to ARM. ARM imparts both technical and hand-on experience to participants in every activity related to the broadcasting industry. PSA –(Public Service Announcement)- PSA stands for Public Service Announcement. PSA’s are messages in the publi ...
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Sanjeev aur Sneha apni wedding anniversary celebrate karne Mussoorie aye the jahan accidentally Sneha ki, gehri khayi mein girne se, maut ho gayi. Jab Sneha ki body ko recover kiya gaya toh Sanjeev yeh dekh kar shocked reh gaya ki woh chehra Sneha ka nahi tha! Body Sneha ki thi, magar chehra badal chuka tha! Aaj se pahle Sanjeev ne ye chehra kabhi …
  continue reading
 
Akhil apne father ke sath Shimla gaya, apne achanak gayab hue tau ji, Col. Verma ko dhundhne. Unke farm house par Akhil ko ek purana bekar non-functional walkie talkie mila, magar phir bhi raat ko us par koi call karta tha. Baad mein pata chala Col. Verma bhi us walkie talkie par kisi se baat kiya karte the. Magar yeh kaise possible tha? Kya Col. V…
  continue reading
 
Suhana apne childhood friend Syed se shaadi kar unki purani khandani haveli mein rahane aa gayi, jise Syed ki ek interior designer friend Rubina ne renovate kiya tha. Suhana ka woh sapnon ka ghar, uske liye nightmare ban gaya, jab use har jagah Rubina ki presence feel hone lagi jabki Rubina wahan nahi thi ! Kyon hota tha aisa… Kya thi Rubina ki mys…
  continue reading
 
Neerja hyper-sensitive hai ek particular tarah ki smell ke liye, jo use kuch khas logon se aati hai, aur woh aise logon ko zara bhi bardasht nahi kar pati. Lekin ek din use ye strange smell apne he husband aur bete se ane lagti hai...tab use pata chalta hai is smell ke peeche chupa raaz. Kya hai woh raaz aur kaise nipatti hai Neerja is smell se! Ja…
  continue reading
 
Bhopal se Indore wale raaste par padti hai ek nadi, jis par bana hai Sati Ghat. Is ghat par nadi chunti hai apna shikar, aur jise chunti hai, use chodhti nahi! Kya hua jab usne chuna Nayan Chaturvedi ko? Kya woh bach paya Sati Ghat ke khooni panjon se? Kya thi mystery us Sati Ghat ki...suniye is khuafnak kahani mein! CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horro…
  continue reading
 
Vineet ki train jab Ajmer station par ruki toh uski nazar station ke paas lage ek ped par jam gayi. Pichli baar Ajmer aane par woh galti se isi ped ke neeche baith gaya tha, aur phir uske saath jo khaufnak tragedy hui, woh kissa ban gaya. Usi kisse ki suniye story, “I want Chips and Chocolates” mein. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produce…
  continue reading
 
Rohit ko apne birthday par photographs lene ki manahi thi. Kaafi saalon ke baad finally, jab usne photographs liye toh uska saamna hua ek aise sach se, jisne use hila kar rakh diya! Aisa kya dekh liya tha usne, apne birthday photographs mein? Koi samaan? Koi insaan? Ya phir koi rooh? CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produced By: Kommune Ind…
  continue reading
 
Khan Market se dindahade bacche gayab ho rahe the...Dekhte he dekhte, shop se, maa ki godh se aur unki jagah rakhi milti thi unke he size ki ek doll! Kahan ja rahe the ye bacche? Kaun kar raha tha ye, koi child kidnaper gang? Ya phir koi aur? Aur Kyun? Janne ke liye suniye: Unsolved mystery of Khan Market. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast P…
  continue reading
 
Surabhi ki delivery ke baad ek khel shuru ho gaya tha Surabhi aur uske husband, Sanjay ke beech. Surabhi apni newborn baby girl, Pari ko maarna chahte thi aur Sanjay bachana chahta tha. Surabhi aisa kyun karna chahti thi? Kya koi tha jo use aisa karne par majboor kar raha tha? Kaun tha woh? Kya rishta tha uska Pari se? Kya hua Pari aur Surbhi ka? I…
  continue reading
 
8 saal ki Divya apne parents ke saath Dilli Haat gayi aur wahan se le aayi ek neeli aankhon wali doll. Magar us doll ke aane ke baad Divya ka behaviour badalne laga, unke ghar main ajeeb cheezein hone lagin... Kya tha us doll ka raaz? Kahan se aayi thi woh aur kya chahti thi? Jaanne ke liye suniye yeh scary story. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror P…
  continue reading
 
Hitansh ke parents ne Hauz Khas, Delhi main ek bada ghar khareeda aur usko renovate karke ek khubsurat mansion house banaya. Lekin, wahan ek baat strange thi, ghar mein har jagah strong stinky smell aati thi aur pade hue milte the, sticky smelly tiny rubber ke tukde...Kaise the ye rubber ke tukde? Kya tha inka raaz? Aur kyun aati thi us ghar se str…
  continue reading
 
Pune city se ek ke baad ek ladkiyan gayab ho rahi thi, woh bhi ek hi tarike se. Police ko unka koi suraag nahin mil raha tha. Kaun kar raha tha yeh, koi insaan ya phir koi aur...? Aur kyon? Jaanne ke liye suniye suspense se bharpoor, dil dahlane wale kahaani - I Need A Friend, Dear. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produced By: Kommune Indi…
  continue reading
 
Chedilal ka beta aur potha kharidne nikle car, iss khabar se hue krodhit Chedilal. Aakhir Chedilal ke parivar car kharidne mein safal rahe? Kaise Chedilal ne apna gussa bete aur pote par nikala? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaro…
  continue reading
 
Accident se Chedilal ke bete Rajeshwar Pahoche Hospital. Kam pade paise operation ke liye, bhadke chedilal pote par aur nikala phir paiso ka hal. Aakhir kis wajah se chedilal ke pote ko paise ki dikkat aayi hospital mein? Aakhir kaise hua Rajeshwar ka accident? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audio…
  continue reading
 
Padoshi sharmaji ke bete nikle ghar ka naya floor banane, poche sharmaji chedilal ke pass aur dono nikle sharmaji ke bete ko samjhane. Aakhir kyun nakhush hai Sharmaji apne bete ke faisle se? Kya Chedilal safal rahe Sharmaji ke bete ko samjhane mein? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audio Pitara par…
  continue reading
 
Pote ki patni hui credit card ke use se pareshan, Chedilal ne kari apne bahu ki pareshani ekdum aasan. Aakhir kya wajah thi chedilal ke bhau ke pareshani ki? Kaise credit card ka sahi uoyog kiya ja sakta hai? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment kar…
  continue reading
 
Chedilal ka potha iphone aur Mauritius ghumne ka bana raha tha sapna, daat kar samjhai pote ko scheme ki kaise paise ka dhayan rakhna. Kya chedilal ke pote ne apne dadaji ki batayi scheme accept ki? Aakhir chedilal ki batayi hui scheme hamare liye faydemand hai? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audi…
  continue reading
 
Chedilal ki bhau Sarita chupchup karti thi investment, Sasur ki batayi scheme se Sarita ne paiso ka kardiya proper adjustment. Aakhir kyon Sarita chupchup invest karti thi? Chedilal ki batai hui Scheme aakhir kitni faydemand hai? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audio Pitara par. Aapko yeh show kais…
  continue reading
 
Chedilal ke gaon ke dost Avdhesh ne apne phasal nuksan ki pareshani Chedilal ko batayi, Chedilal ki unsuni scheme ne Avdesh ki dimag ki bati jalayi. Aakhir Avdesh ki phasal ka nuksan kis wajah se hua? Aakhir Kya hai Pradhan mantri phasal bima yojna? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audio Pitara par.…
  continue reading
 
Tamasha ho gaya chedilal ke ghar bankwalon dwara, pote ka credit card ka bill chedilal ne nahi swikara. Aakhir kitna amount credit card ke bill mein tha? Kaise bankwalon ko Chedilal ne samjaya? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sirf Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroo…
  continue reading
 
Padosi Sharmaji aaye apne saving account par kam interest wali duvidha lekar, Chedilal ne badaya Sharmaji ka khun, ek faideman scheme dekar. Aakhir kitna percentage milega sharma ji ko Chedilal ki batai scheme par? Chedilal ki bataye hue scheme ka aakhir naam kya hai? Jannein ke liye suniye humara finance informative show “Chedilal Ghar Jode '' sir…
  continue reading
 
Pothe ne reception par kiya dil-khol kar kharcha , nakhush chedilal ki badi gayi chinta, arey bhai kahi phail na mohalle mein iss kharche ki charcha. Aakhir kiss wajah se chedilal apne eklaute pothe ke reception par nakhush rahe? Kya chedilal ke parivar ne reception ka kharcha, Chedilal se puchkar nahi kiya? Jannein ke liye suniye humara finance in…
  continue reading
 
Som aur Pragati Gurgaon se Dehradun by road jaa rahe the. Uss road trip par unke saath strange baatein ho rahi thi. Unhein sunsan raaste mein mila ek Dhaba, jahan woh khana khane ke liye ruk gaye. Bas yahi nahin karna tha unhein, kyunki iske baad unki zindagi mein aaya ek toofan... Kaise nikle woh uss toofan se... aur kya nikal bhi paye.... Jaanne …
  continue reading
 
Joya ek hospital mein nurse thi, jiski aankhen behad khubsurat thi. Magar aisa kya hua jo woh kisi se bhi eye-contact karne se ghabrane lagi.... Dusron ki aankhon mein use aisa kya dikhai dene laga tha, jisse use apni hi aankhon se dar lagne laga tha? Kya hua uska aur uski khubsurat ankhon ka? Jaanne ke liye suniye yeh kahani - Aankhen. CREDITS Bho…
  continue reading
 
Delhi mein khadi hai sadiyon purani Chor Minar, jis mein kisi jamane mein choron ke kate siron ko rakha jata tha. Kuch logon ka kahana hai aaj bhi rakhe milte hain wahan choron ke katen sir... Kaun Karta hai yah? Koi sir fira hatyara, koi supernatural power ya phir khud vah Minar??? Aise hi kuch kate siron ki daastaan auna rahi hai yah kahani 'Chor…
  continue reading
 
America mein job kar raha Manav Christmas vacation per Delhi lauta, apne parents ke paas, jo rehten the Quarter Number 13 mein. Wahan Manav ka samna hua ek jali hui bhatakti aatma se, jo sirf use hi dikhai deti. Kaun thi woh aatma, kya chahti thi usse, kya rishta tha uska Manav se? Aur kya usne Manav ka peecha chhoda? Jaan ne ke liye suniye ye khau…
  continue reading
 
Jo wish seedhe tareeke se puri na ho paaye, use taantrik shaktiyaan pura kar deti hain. Ek bachche ki wish mein aisa hi sochne lagi thi Yamini aur le aayi apne ghar tantra mantra ki shaktiyon wali ek doll. Kya uss doll ne Yamini ki wish puri ki? Jaan ne ke liye suniye ye khaufnaak kahani. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produced By: Kommun…
  continue reading
 
Delhi ki sard raat, sunsaan sadak, aur taxi khojta ek musafir. Finally, use ek taxi mili bhi toh aisi jisne uske safar ko khaufnaak banaa diya. Kaisa raha uska yeh safar, kya woh yeh safar poora kar paya? Jaan ne ke liye suniye yeh kahani. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produced By: Kommune India Stories By: Jatin Bhasin Voice Artist: Anu…
  continue reading
 
एक एपिसोड उन सबके नाम जिनको मुहब्बत को समझना है. आप का प्यार चाहिए और मुहब्बत भी. खूब शेयर कीजिये... शायद आपकी कोशिश किसी की मुहब्बत को रोशन कर दे.
  continue reading
 
दिल्ली नगर निगम के इस चुनाव में एक पार्टी का तो वजूद ही नहीं दिख रहा है भाजपा और आम आदमी पार्टी ही उलझती दिख रही है। खूब व्यक्तिगत आक्षेप लग रहे हैं.आपके लिए तीन गिफ्ट छिपे है इस पॉडकास्ट में आप कैसे जीत सकते हैं ये पूरे एपिसोड को सुनने के बाद ही पता चलेगा. Episode Produce : Team The Inside Khabar Voice and Script: Ashutosh Pandey Follow us on Face…
  continue reading
 
एक विश्लेषण क्या अब राजनीति में सिर्फ एक मुद्दा धर्म रह गया है...
  continue reading
 
Hi Do You Know Stand-up Comedian We have a new Form of Comedy it's SitDown Comedy लड़के हैं गलती कर देते है? उन्होंने क्यों कहा बेटी पटाओ? किसका मालिक राम?
  continue reading
 
In 5 states Election Will held in Feb and March. There are many updates in hourly basis ... Nothing is clear Who us Where ... Listen This and Tell what do You Think ... Share with Your Friends and Help Us to Make more analysis.Analysis By Ashutosh Pandey Voice Ashutosh Pandey Sound & Editing By Sushma Pandey Produced By National News Cause…
  continue reading
 
Assembly elections are to be held in five states in 2022 but this time the issues are outside the country, the real fight is between Jinnah and Sikandar. What do you thnk about this pl comment. Help us to improve our quality pl share and like podcast. #election2022 #jinnah #sikander
  continue reading
 
ये सब क्यों हुआ ?? कैसे हम झुनझुने पर नाचते हैं
  continue reading
 
इस पॉडकास्ट में चर्चा है अमेरिका की और डोनाल्ड के साथ उनके अंधभक्त समर्थकों की आप भी इसका हिस्सा बनिये.
  continue reading
 
Loading …

त्वरित संदर्भ मार्गदर्शिका