Master सार्वजनिक
[search 0]
अधिक
Download the App!
show episodes
 
Artwork

1
Shri Paramhanso ki Mahima

SSDN ANGELS

Unsubscribe
Unsubscribe
साप्ताहिक
 
** श्री आनंदपुर धाम महिमा ** श्री आरती-पूजा सत्संग सेवा सुमिरन और ध्यान, श्रद्धा सहित सेवन करे निश्चय हो कल्याण || **Shri Anandpur Dham Mahima** Spirituality is not a business..it is a selfless Service for pure bhakti teaching by our Masters. First Master Shri Paramhans Dayal Swami Advaita Anand ji Maharaj, Second Master Shri Swami Swarup Anand Ji Maharaj, Third Master Shri Swami Vairag Anand Ji Maharaj, Fourth Master Shri Swami Beant Anand Ji Maharaj, Fifth Master Shri Swami Darshan Puran A ...
  continue reading
 
Aaiye yahan har hafte, aur suniye darr ka ek naya afsaana. Duur daraaz ke gaanvon, ghane jungalon aur sunsaan haveliyon mein nahin, kuch bhoot-bhootniyaan rehte hain shehari ilaakon mein. Cafes, gharon, aur galiyon-mohallon mein rehte hain vo – insaanon ke saath, unke aas-paas. Aur jab jab in bhooton ka insaanon se saamna hota hai, tab tab banti hai ek daravani, khatarnak, aur rooh kanpa dene wali – Bhoot Bhulaiya. "Bhoot Bhulaiya", Jatin Bhasin ke Viral Tweets par aadhaarit ek Hindi Podcast ...
  continue reading
 
Artwork

1
Rasoi ki Rani

livehindustan - HT Smartcast

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
खाने से हम सब का रिश्ता अलग-अलग होता है और अलग-अलग होती है, हर खाने से जुड़ी हमारी कहानी। इस पॉडकास्ट में लाइव हिन्दुस्तान- अनोखी से शाश्वती बात करेंगी रेसिपी व खानपान की, उससे जुड़े किस्सों की, पोषण और कुकिंग की बारीकियों की और साथ में बताएंगी आपकी पसंदीदा डिश को आसानी से तैयार करने का तरीका।
  continue reading
 
Artwork

1
Bhailu

Red FM

Unsubscribe
Unsubscribe
मासिक
 
Bhailu: Bhailu is a character who is a PJ Master, he can connect to anything and everything and he always has a PJish take on any situation or person. Bhailu takes out 2 meanings out of one word or a sentence, though the most decent double meanings.
  continue reading
 
"Raghupati Raghav Raja Ram" ek aisa bhajan jo ki hum sab apne bachpan se hi sunte aa rahe hain. Ek aisa bhajan jo shri Ram ji ki mahima aur pooja ko samarpit hai. Iss bhajan mein bhagwan ke vibhinn naamon ke baare mein bataya gaya hai, aur unke mahima ka gungaan kiya gaya hai. Toh abhi shuru kariye sunana ye powerful bhajan aur paiye har prakar ke dukh aur pareshaniyon se mukti sirf "AudioPitara" par. Audio Credits : - Singer : Ishita Gadariya Music : VSN Tiwari Recored by : Nikul Sabalpara ...
  continue reading
 
“Gajabpur Ke Karare Kisse” ek aisa show jismein Gajabpur naam ke Gaon ki, aur wahan rehne waale logon ki kahaniyan hain. Gajabpur gaon ke logon ki zindagi asaan nahin hai, kyunki unke saamne aane wali situation aam nahin . Lekin jis tarike se Gajabpur ke log inn halaaton se nipatte hain, vo yahan ke logon aur unki kahaniyon ko bana deta hai ek dum khaas. Iss show ke Writer hai Vinay Baghela. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor batayein aur aapke doston ke saath zyada se ...
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Suhana apne childhood friend Syed se shaadi kar unki purani khandani haveli mein rahane aa gayi, jise Syed ki ek interior designer friend Rubina ne renovate kiya tha. Suhana ka woh sapnon ka ghar, uske liye nightmare ban gaya, jab use har jagah Rubina ki presence feel hone lagi jabki Rubina wahan nahi thi ! Kyon hota tha aisa… Kya thi Rubina ki mys…
  continue reading
 
Neerja hyper-sensitive hai ek particular tarah ki smell ke liye, jo use kuch khas logon se aati hai, aur woh aise logon ko zara bhi bardasht nahi kar pati. Lekin ek din use ye strange smell apne he husband aur bete se ane lagti hai...tab use pata chalta hai is smell ke peeche chupa raaz. Kya hai woh raaz aur kaise nipatti hai Neerja is smell se! Ja…
  continue reading
 
Bhopal se Indore wale raaste par padti hai ek nadi, jis par bana hai Sati Ghat. Is ghat par nadi chunti hai apna shikar, aur jise chunti hai, use chodhti nahi! Kya hua jab usne chuna Nayan Chaturvedi ko? Kya woh bach paya Sati Ghat ke khooni panjon se? Kya thi mystery us Sati Ghat ki...suniye is khuafnak kahani mein! CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horro…
  continue reading
 
Vineet ki train jab Ajmer station par ruki toh uski nazar station ke paas lage ek ped par jam gayi. Pichli baar Ajmer aane par woh galti se isi ped ke neeche baith gaya tha, aur phir uske saath jo khaufnak tragedy hui, woh kissa ban gaya. Usi kisse ki suniye story, “I want Chips and Chocolates” mein. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produce…
  continue reading
 
Rohit ko apne birthday par photographs lene ki manahi thi. Kaafi saalon ke baad finally, jab usne photographs liye toh uska saamna hua ek aise sach se, jisne use hila kar rakh diya! Aisa kya dekh liya tha usne, apne birthday photographs mein? Koi samaan? Koi insaan? Ya phir koi rooh? CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produced By: Kommune Ind…
  continue reading
 
Khan Market se dindahade bacche gayab ho rahe the...Dekhte he dekhte, shop se, maa ki godh se aur unki jagah rakhi milti thi unke he size ki ek doll! Kahan ja rahe the ye bacche? Kaun kar raha tha ye, koi child kidnaper gang? Ya phir koi aur? Aur Kyun? Janne ke liye suniye: Unsolved mystery of Khan Market. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast P…
  continue reading
 
Surabhi ki delivery ke baad ek khel shuru ho gaya tha Surabhi aur uske husband, Sanjay ke beech. Surabhi apni newborn baby girl, Pari ko maarna chahte thi aur Sanjay bachana chahta tha. Surabhi aisa kyun karna chahti thi? Kya koi tha jo use aisa karne par majboor kar raha tha? Kaun tha woh? Kya rishta tha uska Pari se? Kya hua Pari aur Surbhi ka? I…
  continue reading
 
8 saal ki Divya apne parents ke saath Dilli Haat gayi aur wahan se le aayi ek neeli aankhon wali doll. Magar us doll ke aane ke baad Divya ka behaviour badalne laga, unke ghar main ajeeb cheezein hone lagin... Kya tha us doll ka raaz? Kahan se aayi thi woh aur kya chahti thi? Jaanne ke liye suniye yeh scary story. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror P…
  continue reading
 
Hitansh ke parents ne Hauz Khas, Delhi main ek bada ghar khareeda aur usko renovate karke ek khubsurat mansion house banaya. Lekin, wahan ek baat strange thi, ghar mein har jagah strong stinky smell aati thi aur pade hue milte the, sticky smelly tiny rubber ke tukde...Kaise the ye rubber ke tukde? Kya tha inka raaz? Aur kyun aati thi us ghar se str…
  continue reading
 
"Raghupati Raghav Raja Ram" ek aisa bhajan jo ki hum sab apne bachpan se hi sunte aa rahe hain. Ek aisa bhajan jo shri Ram ji ki mahima aur pooja ko samarpit hai. Iss bhajan mein bhagwan ke vibhinn naamon ke baare mein bataya gaya hai, aur unke mahima ka gungaan kiya gaya hai. Toh abhi shuru kariye sunana ye powerful bhajan aur paiye har prakar ke …
  continue reading
 
Pune city se ek ke baad ek ladkiyan gayab ho rahi thi, woh bhi ek hi tarike se. Police ko unka koi suraag nahin mil raha tha. Kaun kar raha tha yeh, koi insaan ya phir koi aur...? Aur kyon? Jaanne ke liye suniye suspense se bharpoor, dil dahlane wale kahaani - I Need A Friend, Dear. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produced By: Kommune Indi…
  continue reading
 
Daud mein khudke gaon ka bhaisa gaonwalon ne na bhagaya, laalach mein Bablu sarpanch ko videshi bhaisa ke chakkar mein daav par lagaya. Aakhir kyu gaonwalone apna bhaisa daud mein na bhagane ka faisla kiya? Kya gajabpur gaon ko bhaisa daud mein jeet mili? jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aa…
  continue reading
 
Gaon ke chauraahe ki diwaar par kisi ne laga diya poster jipar likha tha “Are ek se kya hoga”. kisne lagaya , kyun lagaya , iska matlab kya hai, gaon mein kisi ko nahin pata ... Kya hoga Gaonwalon ka reaction? ek se kya hoga ke kitne matlab nikaale gaon walon ne ? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” S…
  continue reading
 
Gaon ka iklauta naai, margaya aisi afwaah chai. Ab gaonwale apne baal kis se katvayenge? Aakhir Prem naai ki maut par kaisi hogi goanwalo ki situation? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” sirf Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor batayein aur aapke dosto ko zyada …
  continue reading
 
“Anokhi” seher se gaav laut aata hai or sabhi gaavwalon ko seher ke tor tarike mirch masala dalkar batata hai, jisse gaavwalon anokhi ko school me angrezi master banate hai. Fhir uske baad Anokhi, kitna angreji bol pata hai woh tho aapko episode sunkar hi pata chalega. Tho school ke pehle hi din anokhi bhaiya ke sath kya hoga? Aur purane angrezi ma…
  continue reading
 
Ek aisi prem kahani jo phail ke bani gaonwalon ki zubani, ye bath jab dulha dulhan ke baap ne jani dono ke sar se behgaya pani. Kya yeh vivah sahi se nipat jayega? Aakhir kyu dulha dulhan ke baap is rishte se naraj ? Jannein ke liye suniye humara gajab show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye commen…
  continue reading
 
Bhang ke nashe mein gaonwalein hogaye tun, Aur goonji pure gaon me chori-kaand ki dhun. Aakhir kon hoga gazabpur ka chor? Kya chor ne bhang ke nashe mein gire gaonwalon ka faida utha kar choriya ki? Jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor ba…
  continue reading
 
Gajabpur mein hogi Sangeet pratiyogta, Goan ke sangeet maharaj Jharokhadas ka mann khat khat khatakta. Aakhir kya wajah hogi sangeet ke guru ke khatkne ki? Kya gaon mein pratiyogta safal hogi? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara majjedaar show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comm…
  continue reading
 
Barish ki wajah se tehas nehas hogayi gaon ki sadke. Sabhi gaonwale naye Sarpanch Bablu par bhadke. Kya bablu sarpanch ne gaonwale ke shikayaton ka nikala koi hal? Kya gajabpur ke sadak ka hua niraman? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comme…
  continue reading
 
Gajabpur gaon mein aaye lumaniya ke raja, gaon ke gadhe ka bajgaya band baja. Aakhir insaan ko chodkar ek gadha ka raj tilak kyun hua? Kaise gaonwalone iss pure situation ko kiya handle? Jannein ke liye suniye humara gajab show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor batayein…
  continue reading
 
Abhaga Prasad ne teesri shaadi ke baad bachche ki umeed payi. Phir bengali doctor ki khai dawai aur direct duniya se hawa hawai. Ab aakhir kya wajah hogi Abhaga Prasad ke gujarne ki? Abhaga Prasad ki mayyat par gaon walon ka kya hoga reaction? Inn sawalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitar…
  continue reading
 
Som aur Pragati Gurgaon se Dehradun by road jaa rahe the. Uss road trip par unke saath strange baatein ho rahi thi. Unhein sunsan raaste mein mila ek Dhaba, jahan woh khana khane ke liye ruk gaye. Bas yahi nahin karna tha unhein, kyunki iske baad unki zindagi mein aaya ek toofan... Kaise nikle woh uss toofan se... aur kya nikal bhi paye.... Jaanne …
  continue reading
 
Joya ek hospital mein nurse thi, jiski aankhen behad khubsurat thi. Magar aisa kya hua jo woh kisi se bhi eye-contact karne se ghabrane lagi.... Dusron ki aankhon mein use aisa kya dikhai dene laga tha, jisse use apni hi aankhon se dar lagne laga tha? Kya hua uska aur uski khubsurat ankhon ka? Jaanne ke liye suniye yeh kahani - Aankhen. CREDITS Bho…
  continue reading
 
Delhi mein khadi hai sadiyon purani Chor Minar, jis mein kisi jamane mein choron ke kate siron ko rakha jata tha. Kuch logon ka kahana hai aaj bhi rakhe milte hain wahan choron ke katen sir... Kaun Karta hai yah? Koi sir fira hatyara, koi supernatural power ya phir khud vah Minar??? Aise hi kuch kate siron ki daastaan auna rahi hai yah kahani 'Chor…
  continue reading
 
Shri Granth Amar Jyoti Darshan - Shri Pancham Pathshai ji ka Jeevan Part -5 Sadhu Vesh - श्री पंचम पातशाही जी की जीवन लीलाऐं - पावन श्री अमर ज्योतिं दर्शन भाग -5
  continue reading
 
Shri Granth Amar Jyoti Darshan - Shri Pancham Pathshai ji ka Jeevan Part -4 Satguru Milan - श्री पंचम पातशाही जी की जीवन लीलाऐं - पावन श्री अमर ज्योतिं दर्शन भाग -4
  continue reading
 
Shri Granth Amar Jyoti Darshan - Shri Pancham Pathshai ji ka Jeevan Part -3 Guru Diksha- श्री पंचम पातशाही जी की जीवन लीलाऐं - पावन श्री अमर ज्योतिं दर्शन भाग -3
  continue reading
 
America mein job kar raha Manav Christmas vacation per Delhi lauta, apne parents ke paas, jo rehten the Quarter Number 13 mein. Wahan Manav ka samna hua ek jali hui bhatakti aatma se, jo sirf use hi dikhai deti. Kaun thi woh aatma, kya chahti thi usse, kya rishta tha uska Manav se? Aur kya usne Manav ka peecha chhoda? Jaan ne ke liye suniye ye khau…
  continue reading
 
Shri Granth Amar Jyoti Darshan - Shri Pancham Pathshai ji ka Jeevan Part -2 Avtaran - श्री पंचम पातशाही जी की जीवन लीलाऐं - पावन श्री अमर ज्योतिं दर्शन भाग -2
  continue reading
 
Shri Granth Amar Jyoti Darshan - Shri Pancham Pathshai ji ka Jeevan Part -1 श्री पंचम पातशाही जी की जीवन लीलाऐं - पावन श्री अमर ज्योतिं दर्शन भाग -1
  continue reading
 
Jo wish seedhe tareeke se puri na ho paaye, use taantrik shaktiyaan pura kar deti hain. Ek bachche ki wish mein aisa hi sochne lagi thi Yamini aur le aayi apne ghar tantra mantra ki shaktiyon wali ek doll. Kya uss doll ne Yamini ki wish puri ki? Jaan ne ke liye suniye ye khaufnaak kahani. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produced By: Kommun…
  continue reading
 
Delhi ki sard raat, sunsaan sadak, aur taxi khojta ek musafir. Finally, use ek taxi mili bhi toh aisi jisne uske safar ko khaufnaak banaa diya. Kaisa raha uska yeh safar, kya woh yeh safar poora kar paya? Jaan ne ke liye suniye yeh kahani. CREDITS Bhoot Bhulaiya: A Horror Podcast Produced By: Kommune India Stories By: Jatin Bhasin Voice Artist: Anu…
  continue reading
 
SSDN - श्री ग्रंथ॥ श्री स्वामी बेअन्त जी महाराज चतुर्थ पातशाही जी का जीवन भाग 16Shri Paramahans Advait Mat shri Granth - Audio Book #shrianandpur #bhagtisangeet #ssdn #satsangbhajan #ruhani #shrinanglidham #ruhanivichar #Shri Anandpur Dham#anand #jaisachidanand #shriprayagdham #shriparamhansashramdharkundi#shriparamhansadvaitmat…
  continue reading
 
Loading …

त्वरित संदर्भ मार्गदर्शिका