Brand सार्वजनिक
[search 0]
अधिक
Download the App!
show episodes
 
P
Pauranik Kathayen
Series avatar that links to series page

1
Pauranik Kathayen

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
रोज
 
Aaj hum lekar aaye hai iss baar aapke liye “Pauranik kathayen’’ jahan aap sunenge hindu Dharm ke Devi-devtaon ke bare main, aur janenge unse judi kuch adbhut kahaniyaan, aur sath hi sath samjhenge unka mahatva humarein jeevan main. Toh abhi shuru kariye sunna aur janiye humare devtraaon ke bare main visaar main. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Team
  continue reading
 
Paish hai aapke liye brand new series ‘’Pratinidhi kahaniyan’’ jo likhi gayi hain ek bahut hi jaani-maani lekhika, upanyaskar,aur bahut hi achhi film nirmata Ismat Chugtai dwara. Iss series main honge 14 interesting episodes jisme aap janenge muslim dharm ke bare main,lekhika ke jeewan ke baare main aur bhi bahut kuch khaas, toh rukna kisliye? Shuru kariye sari sunana or janiye Ismat Chugtai ke bare main sirf ‘’Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on ...
  continue reading
 
This time, we have brought a very special audio series for all of you, where you will learn about the Queen of Jhansi, "Lakshmi Bai," and discover her journey from "Manikarnika" to becoming "Maharani Lakshmi Bai." You will see how she displayed patriotism and confronted the British, only on "Audio Pitara." Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Team
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Aaj hum janenge kunti putra Arjun ke bare main, jo har kaarya main nipun the. Aaj hum ye bhi jaanenge ki unke asli pita kaun the? Aur kyun unko nahi pasand the Karan? Indra se unka kya rishta tha? Kaisa tha unka bachpan aur kaise vyateet kiya unhone apna jeevan sirf iss “Audio Pitara” par aur share karein apni favourite story Mahabharat ke kaal ki …
  continue reading
 
Yeh kahani hai Mahabharat kaal ki jisme hum jaanenge ki aakhir kyun guru Dronacharya ne manga Raja Draupad ki haar? Kyun hua Kaurav aur Paandav ka yudh raja Daupad ke sath?Kyun nahi sweekara tha Raja Draupad ne Drauncharya ka mitra prastav janiye sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and Y…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek brahman navyuvak aur ek khoobsoorat Vaishya Roopnika ke bare main. Aakhir kyun diya aamantran Roopnika ne lauhwaas ko? Akhir kaise hui wo apne maa ke virudh? Aakhir kya hua baad main Roopnika aur Laujang ke sath? Jaaniye inn saare sawaalon ka jawab sirf sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and foll…
  continue reading
 
Bhagwan shiv aur bhagwan Vishnu poojniya devta ke sath-sath achhe mitra bhi the. Ek din undono ne ek dusre ko zid kiya apne nivaas chalne ko. Dono ek dusre ko mana rahe the, aakhir kisne kiya nishchay ki kinhe kaha prasthan karna chaiye? Inn saare sawaalon ka jawab milega aapko iss episode mein isiliye bane rahiye anth tak sirf “Audio Pitara” par. …
  continue reading
 
Aaj ki kahani hai Raja Uprichar aur Rani Girika ke bare main, jinki putri rajvansh ki hoti hui bhi rahi ek machuaare ghar main. Kya aapko janana hai ki aakhir unhone kaise janm diya Ved-Vyas ji ko? Aakhir kaun the Ved-Vyas ke pita? Kyun janm ke baad Ved -Vyas thap ke liye chale gaye? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara’’…
  continue reading
 
“Bhishma Pratigya’’ ke baare main aap sab jante honge par kya aapko pata hai ki Bhishm ka naam ‘’devvrat’’ tha, aur wo ek samay main hastinapur ke rajkumar the. Aakhir kyun kiya unhone Raja bane rehne se inkaar? Aakhir kya vachan liya tha Ganga ne raja shantanu se? Aur kyun unhone ki aajivan bhramchari rehne ki pratigya?Aur kyun mohit hue Shantanu …
  continue reading
 
Vishnu ji ke chathi avatar “Parshuram’’ ko to hum sab jante hain. Par aapne kabhi socha hai ki kaise wo Ram ke yug main hone ke sath sath Krishna yug main bhi upasthit the? Kyun kiya tha unhone Ganesha ji pe krodh? Kaise bane wo Yog,Ved,Neeti ke vidwaan ?Jaaniye Parshuram ke jeevan ke bare main sirf ‘’Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows a…
  continue reading
 
Shrishti nirmata ‘’Brahma’’ trimurti main se ek hain. Par kya aapne kabhi socha hai ki unki pooja itni kam kyun ki jaati hai? Kyun bola jata hai ki Saraswati par thi unki kudrsihti? Kon the unke char putra? Inn saare sawaalon ka jawaab milega aapko iss episode main sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us …
  continue reading
 
Karan aur Arjun the to bhai par wo iss rishte se wanchit the, isiliye Karan bachpan se hi Duryodhan ke mitra rahe. Aur Duryodhan ne kyun banaya Karan ko Raja aur kyun Karan ne chaha Arjun ka apmaan karna? Inn sawalon ka jawab chahte hain to suniye ye audio book end tak sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follo…
  continue reading
 
Varah aur Assi ghat se milkar bana “Varanasi’’ aur iske naam ke piche chupi hui hai ek pratishodh ki kahani. Yeh kahani hai Kaashiraaj aur Jarasandh ke badle ki aur Krishna ka unka badla pura na hone dene ki. Toh aaiye sunte hain iss kahani ko vistaar main sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Insta…
  continue reading
 
Dhruvtaare ko dekhte hain toh hum sab hain, par uske hone ke piche ki kahani bahut kam logo ko maloom hain. Agar aapko jaanana hai ki kaise mila unhe Vishnu se vardan aur kaise bane woh itne mahtwapoorna toh sune iss episode ko end tak aur share karein apne feedbacks comment section main sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiop…
  continue reading
 
Kisi bhi shubh kaam se pehle humlog Ganesh poojan karte hain, par kya aapko iske piche ka kaaran pata hai? Kaise kiya tha ganesh ji ne charo dhamo ki yaatra? Kyun mila tha unhe amrit modak? Jaanein ke liye suniye yeh episode end tak sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiop…
  continue reading
 
Maa Vaishno Devi ke vikhyaat mandir jo ki Jammu hai waha hum sab apne jeevan main ek baar toh jana chahte hain. Par aapko pata hai ki maa khud apne bhakt ke liye bani thi maamuli si kanya? Aur kaise kiya tha unhone Vhairav naam ke ahankaari ka vadh? Aur kaise bana wo gupt maarg jo ki aaj bhi upasthit hai uss mandir main? Jaaniye mata se judi ye kah…
  continue reading
 
Shakuni ka chal, kapat, dwesh wale swabhav ko to hum sab jaante hain, aur yeh bhi jante hain ki wo kaise chal se juye main paandav ko hara kar, unhe vanvaas ki saza dilayi. Par kya aap jante hain ki Shakuni aakhir putra kiska tha? Kaise wo bana kaurvon ke naash ka karan? Iske piche ki kahani ko jannein ke liye sune iss episode ko end tak. Stay Upda…
  continue reading
 
Kya aapko pata hai ki Devi Tulsi ka vastavik naam kya tha? Aur Kya aap jante hain ki unke pati Jalandhar ki maut ek chhal ki wajah se hui? Aakhir kyun ki jati hain Tulsi Pooja? Kyun kiya tha Jalandhar ne mahadev se yudh aur kyun maana Lakshmi ne Jalandhar ko apna bhai? Jaaniye sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com a…
  continue reading
 
Bheem ke andar hathiyo ka bal hai par kya aapko pata hai ki aakhir kaise aayi unke andar aisi shakti? Kyun wo naaglok main jaake naago pe vaar karne lage? Aakhir kyun bane wo Nagraj Vaasuki ke atithi? Jaanein ke liye suniye ye audio book end tak and share karein apni feedbacks. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram…
  continue reading
 
Shiv Parvati ki prem ko kaun nahi manta, par bahut kam log jante hain un dono ke vivah ke piche ki kahani ko. Aakhir kyun kiya tha Parvati ne ghor tapasya? Kyun Shiv ko bhasma krna pada Kaamdrev ko? Kyun kaha gaya parvati ko uma? Jaaniye iske piche ki kahani sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Ins…
  continue reading
 
Ghamand kisi ko bhi ho sakta hai, chahe koi bhi yug ho. Aise hi ghamand hua tha Arjun ko apni bhakti par, unhe lagne laga tha ki usse bada krishna bhatk koi nahi. Aakhir kaise toota unka ghamand? Kaun tha unse bhi bada bhakt shri krishna ka? Jaanein ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara’’ par aur share karein apni bhakti ke kisse…
  continue reading
 
Kya aap jante hain ki humare desh ka naam ”Bharat’’ ek bharat naam ke yodha se pada? Aur kya aapko ye pata hai ki unke mata pita kaun the? Kaise hua tha unka janam aur kiss tarah wo bahut mehnat ke baad sweekare gaye the apne pita dwara. Jaaniye bharat ke jeevan ka rahasya sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and f…
  continue reading
 
Shiv ke krodh ko kaun nahi janta aur unke aise hi krodh ka samna kiya tha Mahirshi Bhigu ne. Aakhir aisa kya kiya tha unhone? Aakhir unhone kyun kiya tha Shiv ka apmaan? Kyun bataya bhagwaan Vishnu ko sarvashreshta? Paaiye inn saare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram an…
  continue reading
 
Shani Dev ke prakop se toh hum sab waqif hain, par kya aap yakeen karenege ki unke hi prakop ki wajah se hua ek bacha apne parivaar se alag? Aakhir kaise ek bachhe ka naam pada Pippalaad? Aakhir kyun karte hain log aaj bhi Pippalaad ke naam ka jaap? Janna hai inn saare sawalon ka jawab to suniye yeh episode end tak aur share karein apne feedbacks s…
  continue reading
 
Kya aapne kabhi socha hai ki aakhir kyun bola jata tha Yudhishthir ko Dharmaraj? Kyun Mrityu ke baad mila Pandav ko nark aur kauravon ko swarg? Aakhir kiski wajah se jeete pandav mahabharat? Aaiye jante hain ki kya tha mahabharat ke piche ka raaz? Sirf “Audio Pitara’’ par aur share karein apni favourite story Mahabharat ki humare sath. Stay Updated…
  continue reading
 
Hum sabko pata hai ki Draupadi Krishna ki behen thi, aur unki izzat ki raksha unhone hi ki thi. Par kya aapko ye pata hai ki aakhir kyun aaya tha aisa samay jab unke pati unki raksha nahi kar paaye? Aakhir kaise hui himmat Duhshashan ko unke saath jabardasti karne ki? Janana hai iske piche ki kahani? Toh suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pi…
  continue reading
 
Shri Krishna ki leela toh hum sabhi ko pata hai, Par kya aapko ye pata hai ki kaise hui thi unki shaadi Rukhmini se? Aakhir kyun kiya tha unhone unka apharan? Kya tha Rukhmini ke pita aur uske bhai ke mann main? Paaiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and You…
  continue reading
 
Aaj hum jaanenge Bhimsen aur Hidimba putra ‘’Ghatotkach’’ ke bare main ki akhir kyun itna kroor aur nirdayi hone ke baad bhi usne sath diya tha paandavon ka, aur kaise hui uski mrityu?Jaaniye uske jeevan aur mrityu ka rahasya sirf “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. …
  continue reading
 
Kya aapko pata hai ki Shani Dev par tel kyun chadhate hai? Hanuman ji aur unke beech ki choti-moti nok-jhonk ke baare main toh sabko pata hai, par ye kahani bahut kam logo ko pata hai. Aisa kya kiya tha shanidev ne jo ki Hanuman ji ne diya unko tel? Jaane “Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram a…
  continue reading
 
Radha-Krishna ke prem ke baare main kaun nahi janta, par kya aapko pata hai ki aakhirkaar kiske kehne par Bhagwaan Krishna ne liya tha dwaparyug main janm? Aakhir kiske kehne par unhone nirnay kiya raakshason ka vadh karne ka? Jaaniye sirf “Audio Pitara’’ par aur share karein apni favourite Krishna story iss episode ke comment section main. Stay Up…
  continue reading
 
“Humare pass jo bhi hai wo hamara nahi parmatma ka hain, aur iske liye humein parmatma ka dhanyawaad karna chaiye’’ iss cheez ko aaj kal bahut kam log maante hain aur jaane-anjaane main ghamand ke shikaar ho jate hain. Aisa hi kuch hua tha Bheem ke saath wo apne bal pe ghamand karne laga tha. Aakhir kisne toda uska ghamand? Aur kiske kehne par usne…
  continue reading
 
Aapko yakin hoga agar hum kahein ki jiss prasaad-grahan se Bhagwaan Ram aur unke teen bhaiyon ka janm hua usi prasaad-grahan se hua tha Hanuman ji ka janm. Iss interesting kahani ko detail main janane ke liye sune ye puri kahani end tak aur share karein apni feedback humare sath. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagr…
  continue reading
 
Shani Dev ke prakop ke baare main kaun nahi janta, unka grah kisi bhi vyakti pe agar pad jata hai to unki kitni haani hoti hain ye sab log jaante hain. Aisa hi shani prakop pada tha Raja Vikramditya par aur aage unke sath kya-kya hua jaane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara’’ par aur janiye ki aakhir kyun pooja hoti hain shani…
  continue reading
 
Ye kahani hai uss waqt ki jab pandav aur Draupadi apni vanvaas ka samay kaat rahe the. Ussi samay main ek baar draupadi ne Sarendhari ka roop le rakha tha aur aisa kya kiya tha Keechak naam ke prani ne unke sath ki bheem ko unka aur unke 105 bhaiyon ka karna pada vadh? Poori kahani vistaar main jaanane ke liye suniye "Audio Pitara" Stay Updated on …
  continue reading
 
Ghamand kisko nahi hota Bhagwan Narad ji ko bhi hua tha, unhe aisa lagne laga tha ki unse bada Vishnu bhakt koi nahi. Par kyun Vishnu ji ne unhe nahi balki ek mamooli se kisaan ko mana apna sabse bada bhakt? Kaun tha wo kisaan? Janane ke liye bane rahiye episode ke end tak sirf "Audio pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and fo…
  continue reading
 
Humsab ko Krishna aur Arjun ki mitrata ke baare main to pata hai par apko kya ye pata hai ki inn dono ka ek baar yudh hua tha? Aakhir kya pran liya tha Subhadra ne? Kyun dare hue the Chitrasen? Aur kyun krodhit the maharshi Gaalav? Inn sabhi sawalon ka jawab janiye "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on In…
  continue reading
 
Lalach buri bala hoti hai ye hum sab ne sun rakha hain, par kya aapko ye pata hai ki ise laalch ki wajah se hua tha "Sattvarma" ka vadh wo bhi krishna ji ke haathon. Aur aisa kya sankalp liya tha Satyabhama ne apne pita Satyajeet ki mrityu ke baad? Jaaniye puri kahani sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow …
  continue reading
 
Ghamand insaan ka dushman hai aur yahi ghamand ho gaya tha Krishna ki patni Satyabhama, unka chakra Sudharshan aur unka waahan Garur ko. Aaiye jante hain ki kaise Krishna ji ne Hanuman ji ki madad se kiya teeno ka ghamand chur sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. …
  continue reading
 
Raavan ka janm toh sab jante hain par kya aap logon ko ye pata hai ki kyun unka bhai Vibishan main the devtaon waale gun? Kyun Raavan ko bola jata tha Dashgreev? Aakhir kyun mila Raavan ko Nandi ji se shaap? Jaiye iske piche ki kahani sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audio…
  continue reading
 
Lankewshwar Raavan ko hum sab jante hain aur yeh bhi jante hain ki wo jitna balwaan tha uthna hi zyada buddhimaan bhi. Par kabhi aapne socha hai ki usmain itni buddhi aayi kaha se? Kabhi socha hai ki uske pita ek muni aur mata ek rakshasi kaise hui? Raavan ke bare main janana hai to bane rahiye iss episode ke end tak aur share kare "Audio Pitara" k…
  continue reading
 
Raksha Bandhan ka mahatva hum sabhi ko pata hain par kya aap logon ko ye pata hai ki kyun ki jati hain raksha bandhan ke din samundhra ki pooja? Aakhir kyun aaj ke din bhramhan bandhte hai apne yajaman ke haathon main rakhi? Janana hai toh sune iss episode ko end tak and share karein apne rakhi experience ke bare main. Stay Updated on our shows at …
  continue reading
 
Humare paida hote hi humari mrityu tai ho jati hai. Mrityu sabhi ke liye samaan hai chahe koi sadhu ho ya fir daaku, sabhi ka mrityu ke baad yamlok main jana anivarya hai. Aaiye jante hai ek esi kahani jaha karna pada ek sadhu ko ek daku ki seva aur kahin nahi sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on In…
  continue reading
 
Guess which woman is known for fighting as bravely as men do. Right, she was the Queen of Jhansi. This is the story of "Manikarnika," also known as "Lakshmi Bai," whose birth took place on November 16, 1834, in Varanasi. Her father's name was Moropant Tambe, and her mother's name was Bhagirathi Bai. While her real name was Manikarnika, people affec…
  continue reading
 
Upon hearing the sudden news of Rani's death, her friends Rao Sahab Peshwa and Tatya Tope were in grief. Although they managed to overcome the Sindhia and Gwalior forces, they couldn't establish a lasting rule. Eventually, after Rani's demise, the British attacked them again, and Jiyaji Rao was handed over to the Sindhia rule. What happened to Rani…
  continue reading
 
Here, we will learn about the reign of Maharaja Gangadhar Rao, who was affectionately called "Kaka-saheb" by the people. He was intelligent, compassionate, and devoted to his kingdom. Despite all this, he lost his three-month-old son. Later, he adopted a child named Damodar Gangadhar Rao and declared him as his heir. Who was Anand Rao? Did people r…
  continue reading
 
In this episode, we will learn about how Rani Lakshmi Bai was ordered to hand over her husband's kingdom to the British government and how Jhansi was merged into the British territory. Finally, we will discover about how the adopted child "Daamodar Gangadhar Rao" was prevented from inheriting the kingdom and how Rani Lakshmi Bai aimed to regain her…
  continue reading
 
Yaha hum janenege ki Rani ji ne nirnay liya ki wo angrez ke khilaf jakar ladengi aur wapas jhansi ko british sarkaar se mukt karayengi. Aaiye jante hain ki kaise unhone 30 hazaar sipahiyon ke virudh yudh kiya, wo bhi kuch gine chune sathi ke saath. Kaise unhone apni budhhi aur vinamrta se aas-pass ke logo ko ek-jutt hokar ladne ko uthsahit kiya. Su…
  continue reading
 
The battle had begun, but Rani Lakshmi Bai had a small group of selected soldiers against the British forces that numbered in the thousands. The British soldiers were gaining the upper hand in the battle, and they had surrounded the fort from all sides. With no apparent way out, the Rani had to make a tough decision. Did she fight until her last br…
  continue reading
 
Seeing her army being defeated, Rani became worried. Meanwhile, the Britishers offered a condition that they would spare the lives of her soldiers if she left Jhansi. Reluctantly, Rani Lakshmi Bai agreed to leave. The British started oppressing the people of Jhansi, and Rani stayed within the fort with Damodar Rao. As time went on, English soldiers…
  continue reading
 
Sach hi kaha gaya hai "Mahapurushon ki karya siddhi, unke sachhe parakarm se hoti hai na ki kewal saadhno se" aise hi sachhi parakrami thi humari Rani jo ki hazaar Sindhia sarkaar ki sena ke virudh kuch peshwa sena ke saath lad ke jeet gayi. Wo Kalpi ke Raja Rao Saheb ke saath Gopalpur main rahi aur wahi rehakar unhone Sindhia sarkaar, jo ki angrez…
  continue reading
 
Hanumaan ji aur Shanidev dono humare liye bhagwaan hain. Ek apne bal ke liye jaane jate hain aur ek apne grah-prakop ke liye. Aaiye jante hain ki kyun hua in dono bhagwan main behes? Aakhir kyun dono ne kiya ek dusre ka apnaam? Sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara.…
  continue reading
 
Aaj humsab janenge "Aswashthama" ke baare main jo putra toh Draunacharya jese nyaay-premi ka tha par usme unke ek bhi gunn nahi the. Wo bachpan se hi bahut kroor aur annyaayi tha. Toh aaiye jante hai ki kyun tha wo apne hi pita se itna vipreet? Kyun use log nirdayi bolte the? Kyun use nahi pasand the pandav? Suniye Aswashthama ke jeevan se judi kuc…
  continue reading
 
Aaj ki kahani hai Arjun putra "Abhimanyu" ke bare main jo jitne achhe yodha the utne hi achhe putra bhi. Itne acche yodha hone ka baad bhi kyun hui unki achanak se mrityu? Aakhir kya raaz tha unke mrityu ke piche? Aaiye jante hain iske piche ka rahasya sirf "Audio Pitara" par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram …
  continue reading
 
Loading …

त्वरित संदर्भ मार्गदर्शिका