Audiobooks सार्वजनिक
[search 0]
सर्वश्रेष्ठ Audiobooks पॉडकास्ट हम पा सकते हैं
सर्वश्रेष्ठ Audiobooks पॉडकास्ट हम पा सकते हैं
There's nothing like losing yourself in a great story via podcast audiobooks while you do your mundane tasks like commuting to work, household chores, and even on a road trip somewhere. Here, you can listen to podcast audiobooks ranging from the classics such as Jane Austen's Pride and Prejudice, Homer's Odyssey, to fantasy stories such as Lord of the Rings, or dystopian fiction like Anthem and so much more.
अधिक
Download the App!
show episodes
 
2
25 Kahaniyan by Manto
Series avatar that links to series page

1
25 Kahaniyan by Manto

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
रोज+
 
Sadat hasan manto ek Urdu writer the jo boo, thanda ghostha jasie kahaniyon ke prasidh huye. Aur Audio Pitara leke kar aaya hai. ‘Sadat Hasan Manto’ ke dwara likhi “25 prasidh kahaniyan jise Kishore aur unke team dwara sunai gayi hain. Experience karein Manto ki interesting kahaniyan jisme hum janegenge pyar aur junoon ka sahi matlab sirf “Audio Pitara” par sunana zaroori hai. #audiopitara #sunnazaroorihai #kahaniyan #stories #love #passion #audiobook #history #books
  continue reading
 
Prastut karte hain “Sampoorna Panchtantra” jo ki likhi gayi hai bahut hi mashoor lekhak “Vishnu Sharma” ke dwara, aur jismein aawaz diya hai “Rhicha Vyas” ne. Toh taiyaar ho jaiye ek jadui yatra ke liye jahan hain bahut sari interesting kahaniyan, aur sath hi sath gyan aur manoranjan bhi. Toh der kis baat ki,abhi shuru kariye sunana “Sampoorn Panchatantra” sirf “Audio Pitara” par sunana zaroori hai. #audiopitara #sunnazaroorihai #panchatantra #stories #magical #characters #knowledge #enterta ...
  continue reading
 
Sampoorn Panchatantra ke dusare tantra mein humein bataya gaya hai ‘Mitra Samprapti’ ka asli matlab. Kya hoti hai sachi dosti aur kise kaha jata hai sachha dost. Aaiye sunte hein ek aise tantra ke bare mein jahan aapko milegi sahchi dosti ki kahaniyan.Toh abhi shuru kariye sunna yeh mazedaar kahaniyan sirf “Audio Pitara” par. #audiopitara #sunnazaroorihai #stories #friends #audiobook #hindi #realfriendship #friendship #book #religion #spirituality #hinduism
  continue reading
 
G
Gyanyog By Swami Vivekanand
Series avatar that links to series pageSeries avatar that links to series page

1
Gyanyog By Swami Vivekanand

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
रोज+
 
“Gyanyog” by Swami Vivekanand ek aadhyatmik marg hai jismein aatma vikas ko kendrit kiya gaya hai. Iss series ke through aap samjhenge apne asli swaroop aur akrenge ekta ka anubhav.Toh der kis baat ki abhi shuru kariye sunana Gyanyog only on “Audio Pitara”. #audiopitara #sunnazaroorihai #spirituality #growth #knowledge #human #growth #gyanyog #divine #book #audiobook #religion #hinduism
  continue reading
 
P
Prithviraj Chauhan
Series avatar that links to series page

1
Prithviraj Chauhan

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
रोज+
 
Iss Audio Book mein Prithvi Raj Chauhan ki janm bhoomi, unke parivarik background aur unki pratham shiksha ke bare mein vivaran diya gaya hai. Prithvi Raj Chauhan ek aise samay mein raj kar rahe the jab Bharat ko bahut se alag alag rajya aur shasakon ne shaasan kiya tha. Unke saath hone wale yuddhon mein unki bahaduri aur yoddha spirit ka zikr bhi is kitab mein kiya gaya hai. Prithvi Raj Chauhan ki sahasik yatraon, samrajya nirman ki koshishon aur unke shaurya ki kahaniyan is kitab mein vivi ...
  continue reading
 
K
Kankal by Jaishankar Prasad
Series avatar that links to series pageSeries avatar that links to series page

1
Kankal by Jaishankar Prasad

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
रोज+
 
Iss baar hum lekar aaye hain aapke liye bahut hi interesting audio series “Kankaal” jo ki likha gaya hai bahut hi vikhyaat kavi aur lekhak “Jaishankar Prasad” ke dwara. Jaha aap jaan payenge “jhoote dram abhimaan” aur “maanvi mulyon” ke baare mein, aur saath hi saath samjhenge “Gramin Jeevan” ke bare mein.Toh abhi shuru kare sunana iss interesting audiobook ko sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - A ...
  continue reading
 
C
Chanakya Neeti (Sutra Sahit)
Series avatar that links to series pageSeries avatar that links to series page

1
Chanakya Neeti (Sutra Sahit)

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
रोज+
 
This audiobook is a compilation of teachings by Chanakya, a prominent figure in ancient Indian literature. Among the numerous works of ethics literature in Sanskrit, Chanakya Neeti holds a significant place. It provides practical advice in a succinct style to lead a happy and successful life. Its main focus is to impart practical wisdom for every aspect of life. It emphasizes values like righteousness, culture, justice, peace, education, and the overall progress of human life. This book beau ...
  continue reading
 
जैसा कि हम सब जानते हैं यह दुनिया अलौकिकता से परिपूर्ण है, जो प्रत्यक्ष रूप से दिखाई नहीं देती। परंतु उस अलौकिक ज्योति को कल्पनाओं द्वारा महसूस किया जा सकता है, जो सिर्फ कहानी द्वारा ही संभव है, और Priyanshi-Thoughts ऐसी ही दुनिया है जो आपको काल्पनिक दुनिया में विलीन कर देगी।
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Yeh kahani hai ek bail ke bare mein, jahan hum sunenge ek ‘Pralobhak’ naam ke siyar ki kahani. Aakhir kyun siyar ki patni ne kaha apne pati ko bail ka picha karne ke liye? Aakhir kya hua uss bail ke sath aur kyun krodhit ho gayi siyar ki patni uske upar? Janein inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopit…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Semilak’ naam ke julahe ke bare mein, jahan hum janenge ki aakhir kyun kama pata tha weh baki julahe se bahut kam? Dhan kamane ke liye woh dusari jagah jaane ke liye tyaar ho gaya tha lekin aakhir kaise samjahya uske patni ne sahi dhan ka arth ki woh ruk gaya. Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Sta…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Sagardatt’ naam ke vaishya ke bare mein, jahan hum janenge ki aakhir kyun hua weh gussa apne bete se ki use ghar se hi nikal diya? Kya hua hoga Sagardatt ke bete ka haal ghar se nikalne ke baad? Inn sare sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ko end tak Sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.co…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek ‘shikari’ ke bare mein, jahan weh jata hai shikar karne jungle mein. Aakhir kaise hui uss shikari ki maut? Aur kyun siyar khush ho raha tha shikari ki maut se? Inn sare sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek aise pujari ke bare mein,jo karta tha ishwar par kafi vishwas. Lekin uski patni humesha use khadi-khoti sunati rehti thi. Kyun karti thi weh itni shikayatein? Aur aakhir kaise kiya uss pujari ne apni patni ka gussa shant? Inn sare sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. …
  continue reading
 
Yahan hum janenge ‘Tamrachor’ naam ke sanyasi ke bare mein, jahan hum sunenge uski din charya ke bare mein. Aakhir kyun aaya tha ‘Brahastapik’ naam ka mitra uske ghar? Aakhir kya bataya dharm ke bare mein Brahastapik ne? Janane ke liye sunie iss episode ke end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us o…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek kauwe ke bare mein jo de raha tha chetawni baki janvaron ko. Aakhir kya thi weh chetavni? Aur kaun thai Raja “Chitragreev” jisne kiya bahut sare janwaron ka shikar? Inn sawalon ka jawab janane ke liye suniye “Audio Pitara”. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - …
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek ‘moorkh bandar’ aur ek ‘Raja’ je bare mein, jahan hum janenege ki Raja ka weh bandar bahut priya tha. Aakhir kis tarah galati se hui raja ki maut? Aur kyun kaha gaya hai humein moorkh naukar na rakhne ko? Aur kya hua fir uss bandar ke sath?Janane ke liye sunein is episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our sho…
  continue reading
 
Yahan hum janenge "Jeerdhan" naam ke baniya ke bare mein, aakhir kyun weh jana chahta tha apne desh ko chor kar dusre desh? Kyun ho gaya tha weh gareeb? Aur kisliye girvi rakha usne apna tarazu seth ke ghar? Aur seth ne kyun mana kiya tarzu dene se? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at a…
  continue reading
 
Yeh kahani hai kuch bagule aur saanp ke bare mein, Jahan hum janenge ki weh saanp bagule ke sare bache ko kha jata tha. Aakhir kyun nash karna chahta tha bagula? Aur kyun kekra ne diya galat salah bagule ko? Kyun bataya nevle ke dwara saanp ka baat? Aur aakhir kis prakar mara gaya bagula? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf ‘Audio Pit…
  continue reading
 
Yeh kahnai hai do mitra ke bare mein, jahan hum janenge ke ek mitra khud ko murk jaankar apne dost ka fayda uthana chata tha. Aakhir kyun ek mitra ne chaha apne hi mitra ko thagna? Kyun murkh mitra ne kaha duniya ghumne chalne buddhimaan mitra ko? Aur kya hua tha un dono ke jeevan mein?Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge Gauraiya ke parivaar ki bare mein, aakhir kaun tha weh bandar jo aaaya tha achank se gauraiya ke ghar? Kyun bola gauraiya ne bandar ko murkh? Kyun marna chaha bandra ne us gauraiya ko? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us…
  continue reading
 
Yeh kahani hai kuch bandaron ke bare mein, jo ki bahut muskhli se apna jeevan yapan kar rahe the. Kyun ek pakshi ne kaha bandaron ko murkh? Aur kya jawab diya budha bandar ne uss pakshi ko? Janien aakhir kya hua bandaron ke sath episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and …
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Vajradrashtra’ naam ke singh aur ‘Chaturak’ naam ke siyar ke bare mein, aakhir kyun maar dala ek oontni ko singh ne? Aur kyun oontni ke bacche ko wo le aaya jungle mein? Aur kyun naam diya Shanku singhe ne oontki ne bachhe ka? Aakhir Kyun Chaturak ne marna chaha Shanku ko? Janien inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “A…
  continue reading
 
Iss episode mein hum ‘Ajnegew’ naam ke gauriya ke bare mein, jinki kuch hi dino pehle santan ne janm liya tha. Aakhir kyun phor dala chatki ke sare ande ko weh matwala hati? Kyun badla lena chahti thi Chataki? Kyun usne chaha hathni marna? Janane ke liye sunein is episode ke end tak sif “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.c…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge teen machliyon ke bare mein, jahan hum sunenge ki kuch machure karna chah rhe the unka haran. Kyun dar gayi thi talab ki sari machali? Kyun dusre talab mein bhag jana chahti thi weh teen machliyan? Kya weh sab bach gayi ya mari gayi Machuare ke dwara? Janane ke liye sunein iss episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Kambugreev’ naam ke kachua ke bare mein, jahan do hans bhai the unke dost. Aakhir kya hua jab talab ka jal sukhne laga? Aur kya salaah diya Kabugreev ne un dono hans bhai ko? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTu…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Tithari’ pati patni ke bare mein, jahan hum sunenge Tithari kyun janm nahi dena chahti thi apne bachhe ko samundra ke pass? Aakhir kyun uske pati ne nahi maani uski baat? Kya weh bachha janm le paya sahi tareeke se ya hui thi mushkilein uske janm ke wqkt? Aakhir kese hua Tithari ke ahankaar ka aant? Janane ke liye sune…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Madotkat’ naam ke singh ke bare mein, aakhir kyun weh pata lagana chahta tha oont ke bare mein? Kyun use bola gaya oont ko maar dalne ke liye? Kya weh oont mara gaya ya weh bach gaya? Janein inn sare sawalo ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram a…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Chadrav’ naam ke siyar ke bare mein. Jahan hum sunenge ki uske piche gaon ke kutte par gaye the. Aakhir kyun unn kutton ne samjha uss siyar ko gidar? Kyun jangal ke jeev dar rahe the ‘Vhandrav’ se? Kyun bola uss siyar ne khud ko raja aur kaha jhuth sare jungle wale se? Kya uski chori pakri gayi ya wo ban gaya raja pure…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek raja ke bare mein, jahan hum janenge ek joo ke bare mein jo unka khoon peekar jevan yapan karti thi. ‘Agnimukh’ naam ka khatmal aaya aur unse sawal kiya uske jevan ke bare mein. Aakhir kyun manga usne joo se raja ka khoon peene ka sehmati? Aur kya jawab diya joo ne khatmal ke iss agrah ka? Janane ke liye suniye iss e…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Bhasurak’ naam ke singh ke bare mein, jahan hum sunenge uske raja hone ki wajah se jungle ke sabhi janvar ko pareshna karne wale swahav ke bare main. Aakhir kaun tha weh janvar jisne bachaya baki janwar ki jaan jane se? Aur kis taraj se hui Bhasurak ki maut? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ek budhe mendhak ke bare mein, jahan weh bahut asamrth ho jata hai apne liye bhojan dhoondne mein. Aakhir kyun liya tha usne vrat khud ke mrityu ka? Aur kyun kenkre ne maangi unse madad? Aisa kya kaha tha uss mendhak ne jo ki talab ke sabhi jeev dar gaye the? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek kaowa aur uski patni ke bare mein, jahan hum janenge ki aakhir kisse the weh dono pareshan? Aakhir kaun kha jata tha unke bachhe? Aur kya salah di siyaar ne undono ko?Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitar…
  continue reading
 
Iss episode mein hum sunenge do doston ki kahani, jinmein se ek Julaha hota hai aur ek Barahi. Aur Julaha ko ho jaata hai pyar waha ke Rajkumari se? Kya use Rajkumari mil pati hai? Aur kyun Rajkumari ke pita ko hua ghamand apni beti par? Aur kyun weh Julaha jese sadharan se vyakti ko maan baithe bhagwan ka roop? Janein inn sare sawalon ka jawab epi…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek "Devsharma" naam ke sanyasi ke bare mein, jahan hum janenge unka dhan ko lekar lobh hone ke piche ke raaz. Aakhir kyun unka shishya unke padhan ko chori kar ke bhag gaye? Aur kyun ek pati ne chaha apni h patni ka naam katna? Inn swaloon ka jawab janane ke liye sunein iss episode koe nd tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Dantil’ naam ke dhanwan vykati ke bare mein, jo ameer hone ke saath saath raja ka priya bhi tha. Aakhir kyun Dantil ne ‘Gaurambh’ ko dhakka mara? Kyun Raja ne band kiya Dantil se baat karna? Aakhir kya tha Raja ke mann mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek ‘Gumayu’ naam ke siyar ke bare mein, jahan hum samjhnege ki aakhir kyun weh nagada ki awaz sunkar vyaakul ho utha? Kyun gusse mein aakar usne tod dala uss nagada ko? Aakhir kyun usne khud bajana chaha nagada? Aur aakhir kyun ‘Pinglak’ chip raha tha Damnat se? Janiye inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pita…
  continue reading
 
Yahan hum janenge ek ‘Gumayu’ naam ke siyar ke bare mein, jahan hum samjhnege ki aakhir kyun weh nagada ki awaz sunkar vyaakul ho utha? Kyun gusse mein aakar usne tod dala uss nagada ko? Aakhir kyun usne khud bajana chaha nagada? Aur aakhir kyun ‘Pinglak’ chip raha tha Damnat se? Janiye inn saare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pit…
  continue reading
 
Pehla Tantra ke introduction mein hum janenge 5 Pehla ke bare mein, aur sath hi sath sunenge ‘Vardhmaan’ naam ke baniya ke bare mein ek kahani. Aakhir kya thi us baniye ki uske dharm ko leke soch? Kyun wo samajhta tha paise ko sabse mahatvapurn? Aakhir kya tha uss Baniya ke man mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge Munshi Kareem naam ke aadmi ke bare mein, jahan hum sunenge unke imandari ke bare mein. Aakhir kyun kar raha tha 8 saalon se ek hi kaam? Aakhir kaun thi ‘Afsaran Khala’? Aur kaun the chote jajsahab? Inn sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at a…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Bindu’ naam ke ladke ke bare mein, jahan hum janenge uske pita ‘Jumma’ ke bare mein jinke pyar ki misal di jati thi. Aakhir kyun achank se Jumme ki biwi bimar ho gayi? Aur kyun Jumme ne wada kiya dusri shadi na karne ka? Kya hua aage Jumma ke jevan mein? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio …
  continue reading
 
Yeh kahani hai Mangu naam ke aadmi ke bare mein jahan hum janenge uske gusse wali swabhav ke bare mein.Aakhir kaun tha Kaman Chaudhary aur kyun pasand nahi karta tha wah Mangu ko? Aur kyun ek sadharan se vyakti hokar bhi Mangu kehlata tha ustaad? Janein inn sare sawalo ke jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge Khushiya naam ke ladke ke bare mein jo ki bahut hi mazakiya tha. Aur kaun thi Banglore se aayi ladki Kanta? Kyun gaya tha Khushiya uske ghar? Aur kyun sharma gaya Khushiya Kanta ko dekhakar? Inn sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ke end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitar…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Saleem’ naam ke ladke ke bare mein, aakhir kyun log kehte the use Shehzada? Aur kaun thi Seema jo use bahut pasand thi? Aur kyun Seema nahi karti thi pasand use? Kyun college ki sabhi ladkyain pasand karti thi par Seema ko wah pasand nahi tha? Kya Shehzade ko mil payi uski Seema naam ki Anarkali? Janein inn sare sawalon ka jawab epi…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Mukhtalif’ naam ke vyakti ke bare mein jo karta tha Ladkiyon ko bechne ka business. Aakhir kaun tha yeh vyakti au kyun karta tha weh aise kaam? Aakhir kaun thi ‘Arab Kali’ jo ki bahut jaani jati thi waha ke logon ko. Aur kaun tha Momad bahi jo ki the bahut charchit waha ke logon ke beech? Janein inn sare sawalon ka jaw…
  continue reading
 
Ye kahani hai ‘Seth ji’ aur ‘Madhav’ aur ‘Saudhangi’ naam ki aise ladki ke bare mein, jo paise ke liye karti thi kuch galat kaam. Aakhir kya wajah thi uski aise kaam karne ke piche? Aur kaun tha Madhav aur kya sach mein wo usse pyar karta tha? Kaun thi ‘Jamuna’ jo uski tareef karte na thakti thi? Inn sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episo…
  continue reading
 
Yeh kahani hai Bholu aur Gama naam ke do bhai ke bare mein,jahan hum janenge ki aakhir kun bholu ko lat gayi thi sharab ki? Aur kaun the Kalan Bolu aur Gama ke jeevan mein? Aakhir kyun karna chahta tha Bholu shahdi? Aur kisliye Bholu ke apni nai shadi ke kuch hi dino baad bheja apni biwi Aaisha ko uske ghar? Janane ke liye sunein iss episode ko end…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge Trilochan ke bare main, jahan hum sunenge uske pyaar ki dastan Mozel ko lekar. Aakhir kaun thi Mozel aur kyun pasand thi woh Trilochan ko itni zyada? Aakhir kaun thi Kripal Kaur jo ki aayi achank se Trilochan ke life mein? Aur kya achank se Mozel gayi chor ke Trilochan ko ? Inn sare sawalon ka jawab janane ke liye sunei…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Firazuddin’ naam ke ek budhe aadmi ke bare mein jinke sath safar karte waqt ek hadsa ho jata hai. Jahan hune pata chalta hai apni biwi ki maut ke bare maein aur unki beti ke ghum hone ke bare mein. Aakhir kaise alag hua Sakina apne pita se? Kya woh wapas mil paye Farazuddin ko? Aakhir kya hua tha Sakina ke sath? Janane ke liye sunei…
  continue reading
 
Iss kahani mein hum janenge ‘Sardar’ naam ke aadmi ke bare mein jahan hum jannege ki aakhir kya baatein ho rhi thi uske ghar mein Hindustan aur Pakistan ko lekar. Kaun th ayeh sardar aur kyun kaha jaa rah atha usse pagal? Aur kis tarah bane do hindustani aur pakistani ek dusre ke aashiq? Aur aakhir kis tarah bana Vishan Singh Toba Tek Singh? Janein…
  continue reading
 
Yeh kahani hai Allah Datta ke bare mein, jahan hum janenge Lahore se judi kahani. Aakhir kaun thi ‘Shukra’ aur kyun khushi nahi thi weh? Aakhir kaise hui Datta ki biwi ki maut? Aur kaun thi ‘Zehnab’ Aallah Datta ke jevan mein? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and foll…
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Parvati’ ke bare mein, jahan hum sunenge uske sath hui kuch weirds cheezo ke bare mein. Aakhir kaun tha ‘Mohan’ jisne bola tha jhoot Parvati se? Aakhir kyun ki thi Mohan ne uske sath badtamizi? Aur kya kiya usne Parvati ke sath? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara” par, aur iss episo…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Sohail’ aur ‘Aaisha’ ke bare mein, jo ek dusre se bahut pyar karte the par shadi ke kuch hi mahino baad Aaisha pregnant ho gayi. Aaisha ka pregnant hona Sohail ko pasand nahi aaya tha isliye wah chahta tha ki Aaisha uss bache ko janm na de, aur aakhir kaun thi miss ‘Fariya’ jo aayi thi achanak se Sohail ki life mein? Kyun Sohail ko …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Manmohan’ naam ke vyakti ke bare mein, Jahan hum janenge ki wo bahut hi sadharan sa jevan bitane mein yakin rakhta tha. Aakhir kyun use nahi pasand tha naukri karna, aur kyun chora usne apna ghar? Aur kaun thi ek anjaan ladki jo use baar baar call kar rahi thi? kaise hua Manmohan ko bahut hi gehra lagaw ek anjaan ladki…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Mathuradas’ ji ke bare mein, jahan humko pata chalega unke life ke kuch interesting incident ke bare mein. Aakhir kaun tha ‘Asad Ullah Khan’? Aakhir kaun thi ‘Mirza Galib’? Aur kyun mange usne paise Mathuradas se? Janein inn sare sawalon ka jawab episode ke end mein sirf “Audio Pitara'' par. Aur share karein yeh story apne friends a…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ‘Phato’ aur ‘Miyan sahab’ ke bare mein, jahan hum janenege ki Phato Miyan sahab ke ghar kaam karne jati thi par Miyan sahab usko bahut pasand karte the. Aisa kya tha jo wo baar baar kehte the ki Phato “mujhe tumse nafrat hai”? Aakhir kya thi Phato aur Miyan sahab ke man mein? Aur kiske sath bhagi Phato apne ghar se? Kyun rehne lagi w…
  continue reading
 
Pati patni ke nok-jhonk ke bare mein to hum sabhi ko pata hai, aur ye kahani bhi hai ek aise hi pati patni ke bare mein jo ki ek dusre se behad pyar karte the aur jhagre bhi. Par aisa kya hua tha jo ki patni apne pati se naraz hokar usse door rehne lagi? Kyun maar rhi thi weh apne pati ko tane? Aakhir aisi kya galti ki thi uske pati ne? Janein inn …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Gadariya ke ladke’ ke bare mein, jo ki swabhav se bahut mazakiya tha. Aakhir kyun humehsa wo bolta rehta tha gaon wale se ki “Sher aaya Sher aaya”? Kyun logon ko kehta tha sher aur gidar se chaukanna rehne ke liye? Aakhir kya hua jab sach mein sher aa gaya? Inn sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ko end …
  continue reading
 
Iss episode mein hum janenge ‘Sheikh Sahab’ aur unke kutte ‘Goldy’ ke beech ke rishte ke bare mein. Aakhir kaun the sheikh sahab aur kyun karte the woh itna pyar Goldy se? Aur kyun itne pyaar hone ke bawajood unhone marwaya apne hi Goldy ko? Aakhir kya ho gaya tha Goldy ko? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur sh…
  continue reading
 
Loading …

त्वरित संदर्भ मार्गदर्शिका